जब दिल मिलें तब गुल खिलें
जब दिल मिले मिले मिले दिल मिले
तब गुल खिले खिले खिले गुल खिले
जब दिल मिलें तब गुल खिलें
जब गुल खिलें तब दिल मिलें
मिलें मिलें मिलें दिल मिलें
खिलें खिलें खिलें खिलें गुल खिलें
हो हो इस इश्क़ में ऐसी आग लगे हो
इस इश्क़ में ऐसी आग लगे
दिल दरिया में तूफ़ान उठें
धरती डोले आकाश हिले हो
ये इश्क़ कयामत भी है जी
ये इश्क़ इबादत भी है जी
कोई तौबा करे कोई सजदा करे
ओ जब दिल मिले मिले मिले …
जबसे तू है इस दिल में इस दिल में
मेरी जान है मुश्किल में मुश्किल में
महफ़िल में है तन्हाई तन्हाई
तन्हाई है महफ़िल में महफ़िल में
हो
ये दुनिया अपनी प्रेम गली
आ गली में लग जा यर गले
हो जाएं सारे दूर गिले हो
जब दिल मिले मिले मिले …
जो कहो तुम कर जाएं कर जाएं
अब अभी यहीं मर जाएं मर जाएं
इक दूजे का दिल मीठी सी प्यारी सी
यादों से हम भर जाएं भर जाएं
हो
ये इश्क़ हमारा कैसा हो
ये इश्क़ हमारा ऐसा हो
के सारी दुनिया याद करे
जब दिल मिले मिले मिले …
jab dil mile mile mile dil mile
tab gul khile khile khile gul khile
jab dil mileṅ tab gul khileṅ
jab gul khileṅ tab dil mileṅ
mileṅ mileṅ mileṅ dil mileṅ
khileṅ khileṅ khileṅ khileṅ gul khileṅ
ho ho is iśhq meṅ aisī āg lage ho
is iśhq meṅ aisī āg lage
dil dariyā meṅ tūfān uṭheṅ
dhartī ḍole ākāśh hile ho
ye iśhq kayāmat bhī hai jī
ye iśhq ibādat bhī hai jī
koī taubā kare koī sajdā kare
o jab dil mile mile mile …
jabse tū hai is dil meṅ is dil meṅ
merī jān hai muśhkil meṅ muśhkil meṅ
mahafil meṅ hai tanhāī tanhāī
tanhāī hai mahafil meṅ mahafil meṅ
ho
ye duniyā apnī prem galī
ā galī meṅ lag jā yar gale
ho jāeṅ sāre dūr gile ho
jab dil mile mile mile …
jo kaho tum kar jāeṅ kar jāeṅ
ab abhī yahīṅ mar jāeṅ mar jāeṅ
ik dūje kā dil mīṭhī sī pyārī sī
yādoṅ se ham bhar jāeṅ bhar jāeṅ
ho
ye iśhq hamārā kaisā ho
ye iśhq hamārā aisā ho
ke sārī duniyā yād kare
jab dil mile mile mile …