जब दीप जले आना, जब शाम ढ़ले आना
जब दीप जले आना, जब शाम ढले आना
संकेत मिलन का भूल ना जाना
मेरा प्यार ना बिसराना
मैं पलकन डगर बुहारुन्गा, तेरी राह निहारूंगा
मेरी प्रीत का काजल, तुम अपने नैनो में मले आना
जहाँ पहली बार मिले थे हम, जिस जगह से संग चले थे हम
नदियाँ के किनारे, आज उसी अंबुवा के तले आना
नीत सांज सवेरे मिलते है, उन्हें देख के तारे खिलते हैं
लेते हैं विदा एक दूजे से, कहते हैं चले आना
jab dīp jale ānā, jab śhām ḍhale ānā
saṅket milan kā bhūl nā jānā
merā pyār nā bisrānā
maiṅ palkan ḍagar buhārungā, terī rāh nihārūṅgā
merī prīt kā kājal, tum apne naino meṅ male ānā
jahāṇ pahlī bār mile the ham, jis jagah se saṅg chale the ham
nadiyāṇ ke kināre, āj usī aṅbuvā ke tale ānā
nīt sāṅj savere milte hai, unheṅ dekh ke tāre khilte haiṅ
lete haiṅ vidā ek dūje se, kahte haiṅ chale ānā