जब चली ठण्डी हवा, जब उठी काली घटा
(जब चली ठण्डी हवा, जब उठी काली घटा
मुझको ऐ जान-ए-वफ़ा तुम याद आए ) - 2
ज़िंदगी की दास्तां, चाहे कितनी हो हंसीं
बिन तुम्हारे कुछ नहीं, बिन तुम्हारे कुछ नहीं
क्या मज़ा आता सनम, आज भूलेसे कहीं
तुम भी आजाते यहीं, तुम भी आजाते यहीं
ये बहारें ये फ़िज़ा, देखकर ओ दिलरुबा
जाने क्या दिल को हुआ, तुम याद आये
जब चली …
ये नज़ारे ये समा, और फिर इतने जवाँ
हाये रे ये मस्तियाँ, हाये रे ये मस्तियाँ
ऐसा लगता हैं मुझे, जैसे तुम नज़दीक हो
इस चमन से जान-ए-जां, इस चमन से जान-ए-जां
सुन के उसकी सदा, दिल धड़कता हैं मेरा
आज पहलेसे सिवा तुम याद आए
जब चली …
(jab chalī ṭhaṇḍī havā, jab uṭhī kālī ghaṭā
mujhko ai jān-e-vafā tum yād āe ) - 2
ziṅdgī kī dāstāṅ, chāhe kitnī ho haṅsīṅ
bin tumhāre kuchh nahīṅ, bin tumhāre kuchh nahīṅ
kyā mazā ātā sanam, āj bhūlese kahīṅ
tum bhī ājāte yahīṅ, tum bhī ājāte yahīṅ
ye bahāreṅ ye fizā, dekhkar o dilrubā
jāne kyā dil ko huā, tum yād āye
jab chalī …
ye nazāre ye samā, aur phir itne javāṇ
hāye re ye mastiyāṇ, hāye re ye mastiyāṇ
aisā lagtā haiṅ mujhe, jaise tum nazdīk ho
is chaman se jān-e-jāṅ, is chaman se jān-e-jāṅ
sun ke uskī sadā, dil dhaṛaktā haiṅ merā
āj pahlese sivā tum yād āe
jab chalī …