जाता हूँ मैं मुझे अब ना बुलाना
जाता हूँ मैं मुझे
अब ना बुलाना
मेरी याद भी अपने
दिल में न लाना
मेरा है क्या मेरी
मन्ज़िल न कोई ठिकाना
जाता हूँ मैं
( प्यासा था बचपन जवानी भी
मेरी प्यासी
पीछे ग़मों की गली
आगे उदासी ) -2
हो मैं तन्हाई का राही
कोई अपना ना बेगाना
मुझे अब न बुलाना
मेरी याद भी अपने
दिल में न लाना
मेरा है क्या मेरी
मन्ज़िल न कोई ठिकाना
जाता हूँ मैं
( मुझको हँसी भी मिली
साये लिये दुख के
खुल के न रोया किसी
काँधे पे झुक के ) -2
हो मेरा जीवन भी क्या है
अधूरा सा इक अफ़साना
मुझे अब न बुलाना
मेरी याद भी अपने
दिल में न लाना
मेरा है क्या मेरी
मन्ज़िल न कोई ठिकाना
जाता हूँ मैं
( था प्यार का इक दिया
वो भी बुझा डाला
धुँधला सा भी कहीं
क्यूँ हो उजाला ) -2
हो अब उन यादों से कह दो
मेरी दुनिया में ना आना
मुझे अब न बुलाना
मेरी याद भी अपने
दिल में न लाना
मेरा है क्या मेरी
मन्ज़िल न कोई ठिकाना
jātā hūṇ maiṅ mujhe
ab nā bulānā
merī yād bhī apne
dil meṅ na lānā
merā hai kyā merī
manzil na koī ṭhikānā
jātā hūṇ maiṅ
( pyāsā thā bachapan javānī bhī
merī pyāsī
pīchhe ġhamoṅ kī galī
āge udāsī ) -2
ho maiṅ tanhāī kā rāhī
koī apnā nā begānā
mujhe ab na bulānā
merī yād bhī apne
dil meṅ na lānā
merā hai kyā merī
manzil na koī ṭhikānā
jātā hūṇ maiṅ
( mujhko hṇsī bhī milī
sāye liye dukh ke
khul ke na royā kisī
kāṇdhe pe jhuk ke ) -2
ho merā jīvan bhī kyā hai
adhūrā sā ik afsānā
mujhe ab na bulānā
merī yād bhī apne
dil meṅ na lānā
merā hai kyā merī
manzil na koī ṭhikānā
jātā hūṇ maiṅ
( thā pyār kā ik diyā
vo bhī bujhā ḍālā
dhuṇdhlā sā bhī kahīṅ
kyūṇ ho ujālā ) -2
ho ab un yādoṅ se kah do
merī duniyā meṅ nā ānā
mujhe ab na bulānā
merī yād bhī apne
dil meṅ na lānā
merā hai kyā merī
manzil na koī ṭhikānā