जापान लोवे इन टोक्यो ले गई दिल गुड़िया जापान की
जापान love in Tokyo -2
ले गई दिल गुड़िया जापान की -2
पागल मुझे कर दिया -2
जापान love in Tokyo …
ये तो शहर मस्ताना जिसका अन्दाज़ माशूक़ाना
देता है प्यार का पैमाना करता है सबको दीवाना -2
ले गई दिल …
देखो वो गोरी-गोरी राहें हमको इशारे से बुलाएँ
कितनी रंगीन हैं फ़िज़ाएँ जापानी परियां मुस्कराएँ -2
ले गई दिल …
नाचे हर मोड़ पर जवानी कहती है प्यार की कहानी
आई वो कैबरे की रानी जिसकी अदा में ज़िन्दगानी -2
ले गई दिल …
jāpān love in Tokyo -2
le gaī dil guṛiyā jāpān kī -2
pāgal mujhe kar diyā -2
jāpān love in Tokyo …
ye to śhahar mastānā jiskā andāz māśhūqānā
detā hai pyār kā paimānā kartā hai sabko dīvānā -2
le gaī dil …
dekho vo gorī-gorī rāheṅ hamko iśhāre se bulāeṇ
kitnī raṅgīn haiṅ fizāeṇ jāpānī pariyāṅ muskrāeṇ -2
le gaī dil …
nāche har moṛ par javānī kahtī hai pyār kī kahānī
āī vo kaibre kī rānī jiskī adā meṅ zindgānī -2
le gaī dil …