मौसम की तरह तुम भी बदल तो न जाओगे
दुनिया की तरह रस्मों की तरह वादों की तरह कसमों की तरह
मौसम की तरह तुम भी बदल तो न जाओगे
दुनिया बदलती है मौसम बदलते हैं
लेकिन मेरे दिल को बदल नहीं पाओगे
मौसम की तरह …
आसमानों के आगे तुमने वादा किया है
दिल के बदले में मैने प्यार तुमको दिया है
धरती की अम्बर की कसम
मुझको है तेरे सर की कसम
नज़रें बदलती हैं सपने बदलते हैं
लेकिन मेरी धड़कन को तुम धड़काओगे
मौसम की तरह …
मेरी पहली तमन्ना आखरी प्यार हो तुम
रूह में बस गए हो मेरे दिलदार हो तुम
ऐसे ही तुम्हें चाहूंगा मैं
तुम्हें दुल्हन भी बनाऊंगा मैं
सहरे बदलते हैं खुश्बू बदलती है
पल पल मेरी साँसों को तुम महकाओगे
मौसम की तरह …
तुमने धोखा दिया तो कुछ भी कर जाऊंगी मैं
तुम जुदा जो हुए तो देखो मर जाऊंगी मैं
मेरी मंज़िल तेरी राहों में है
मेरी जन्नत तेरी बाहों में है
राही बदलते हैं रस्ते बदलते हैं
मैं दौड़ के आऊँगा जो मुझको बुलाओगे
मौसम की तरह …
duniyā kī tarah rasmoṅ kī tarah vādoṅ kī tarah kasmoṅ kī tarah
mausam kī tarah tum bhī badal to na jāoge
duniyā badaltī hai mausam badalte haiṅ
lekin mere dil ko badal nahīṅ pāoge
mausam kī tarah …
āsmānoṅ ke āge tumne vādā kiyā hai
dil ke badle meṅ maine pyār tumko diyā hai
dhartī kī ambar kī kasam
mujhko hai tere sar kī kasam
nazreṅ badaltī haiṅ sapne badalte haiṅ
lekin merī dhaṛkan ko tum dhaṛkāoge
mausam kī tarah …
merī pahlī tamannā ākhrī pyār ho tum
rūh meṅ bas gae ho mere dildār ho tum
aise hī tumheṅ chāhūṅgā maiṅ
tumheṅ dulhan bhī banāūṅgā maiṅ
sahre badalte haiṅ khuśhbū badaltī hai
pal pal merī sāṇsoṅ ko tum mahkāoge
mausam kī tarah …
tumne dhokhā diyā to kuchh bhī kar jāūṅgī maiṅ
tum judā jo hue to dekho mar jāūṅgī maiṅ
merī maṅzil terī rāhoṅ meṅ hai
merī jannat terī bāhoṅ meṅ hai
rāhī badalte haiṅ raste badalte haiṅ
maiṅ dauṛ ke āūṇgā jo mujhko bulāoge
mausam kī tarah …