rūp salonā terā dekh ke hāy dil merā nā rajje
kahāṇ chalī hai o kuṛiye kal milegī kinne vajje
gyārā vaje yā bārā vaje
rūp salonā merā dekh ke hāy dil terā nā rajje
tere jaise laṛke phirte haiṅ mere sajje khabbe
gyārā vaje yā bārā vaje
gyārā vaje …
kuṛiye dīvānā maiṅ ho gayā terā
zulfoṅ meṅ terī oy dil kho gayā merā
aire gaire ko maiṅ dil nahīṅ detī
chal bhāg yahāṅ se phūṭ jā chhetī
itnā das de kab lūṭegī baliye pyār de majje
gyārā vaje …
mujhe ghāyal kar gaī hāy terī chāl śharābī
ho merā dil tarsāe tere gāl gulābī
uṛtī huī maiṅ hūṇ ik badlī
tere hāth na āūṇ maiṅ jaldī
kab barsegī dil pe mere kitnī zor se gajje
gyārā vaje …
ab der na kar tū chal nain laṛā le
kuchh pappiyāṇ vappiyāṇ kuchh jhappiyāṇ pā le
vā re muṅḍeyā terā kyā kahnā
zarā dūr dūr mujhse rahnā
mujhe patā hai jān tū legī lekin kitne vajje
gyārā vaje …
ājā nī soṇiye chal mauj karāṅge
tere rūp de sajde har roz karāṅge
are dekh mere ye nain naśhīle
kar dūṇgī tere purje ḍhīle
rab hī jāṇe soṇiye kab zid apṇī tū chhaḍḍe
gyārā vaje …
hāy taras rahe haiṅ bāhoṇ ke ghere
kab hoṅge mujhko darśhan tere
ājā soṇiye chham chham kartī āeṇgī kinne vajje
gyārā vaje …
tū ājā dilbar zarā pyār nibhā de
khud rāṅjhā ban jā oy mujhe hīr banā de
chain churāne vāle ājā dil merā nā rajje
hāṇ gyārā vaje …