आएगी आएगी आएगी किसी को हमारी याद आएगी
आएगी आएगी आएगी किसी को हमारी याद आएगी
मेरा मन कहता है प्यासे जीवन में कभी कोई बदली छाएगी
आएगी आएगी …
जो बात निकलती है दिल से कुछ उसका असर होता है
कहने वाला तो रोता है सुनने वाला भी रोता है
फ़रियाद मेरी दुनिया की दीवारों से टकराएगी
आएगी आएगी …
दुनिया में कौन हमारा है
कश्ती भी है टूटी-फूटी और कितनी दूर किनारा है
माँझी न सही कोई मौज कभी साथ हमें ले जाएगी
आएगी आएगी …
इन ग़म की गलियों में कब तक ये दर्द हमें तड़पाएगा
इन रस्तों पे चलते-चलते हमदर्द कोई मिल जाएगा
हद होगी कोई तक़दीर यूँ ही हमें कब तक ठुकराएगी
आएगी आएगी …
āegī āegī āegī kisī ko hamārī yād āegī
merā man kahtā hai pyāse jīvan meṅ kabhī koī badlī chhāegī
āegī āegī …
jo bāt nikaltī hai dil se kuchh uskā asar hotā hai
kahne vālā to rotā hai sunne vālā bhī rotā hai
fariyād merī duniyā kī dīvāroṅ se ṭakrāegī
āegī āegī …
duniyā meṅ kaun hamārā hai
kaśhtī bhī hai ṭūṭī-phūṭī aur kitnī dūr kinārā hai
māṇjhī na sahī koī mauj kabhī sāth hameṅ le jāegī
āegī āegī …
in ġham kī galiyoṅ meṅ kab tak ye dard hameṅ taṛpāegā
in rastoṅ pe chalte-chalte hamdard koī mil jāegā
had hogī koī taqdīr yūṇ hī hameṅ kab tak ṭhukrāegī
āegī āegī …