जाने ये क्या हो गया ... देखो ना
शं: जाने ये क्या हो गया
दिल तो जैसे खो गया
जागे-जागे सो गया
देखो ना
अ: लगे क्यों मुझे ये समा नया
ये ज़मीँ नई आसमाँ नया
दुनिया ही नई लगती है
हो हो ओ हो हो ओ हो हो आ ह ह
जाने ये क्या हो गया … देखो ना
शं: लगे क्यों मुझे ये … नई लगती है
अ: दुनिया ही नई लगती है
ऊं हूं हूं हूं हूं
अ: ये सारे फूल कोई बात मुझसे कहते हैं
क्यों मुझे यूँ लगे
शं: तारे तुम्हारे आँचल में छुप के रहते हैं
क्यों मुझे यूँ लगे
छाई है कैसी मेरे दिल पे दीवानगी हो
देखो ना -3
जाने कैसा आलम है
पिघला सा मौसम है
अंग-अंग रेशम है
देखो ना
हो लगे क्यों मुझे ये समा … आसमाँ नया
अ: दुनिया ही नई लगती है
शं: ख़ुश्बू है रोशनी में हैं रंग हवाओं में
क्यों मुझे यूँ लगे
अ: गाती हैं कलियाँ गीत उनके हैं फ़िज़ाओं में
क्यों मुझे यूँ लगे
राहों में हैं ख़्वाबों की कैसी ये चाँदनी हो
शं: देखो ना -3
अ: जाने हम हैं कहाँ
शं: मिली हमें हैं यहाँ सपनों की वादियाँ
अ: देखो ना
शं: हो लगे क्यों मुझे ये समा नया
अ: ये ज़मीँ नई आसमाँ नया
दो: दुनिया ही नई लगती है
शं: जाने ये क्या हो गया … सो गया देखो ना
śhaṅ: jāne ye kyā ho gayā
dil to jaise kho gayā
jāge-jāge so gayā
dekho nā
a: lage kyoṅ mujhe ye samā nayā
ye zamīṇ naī āsmāṇ nayā
duniyā hī naī lagtī hai
ho ho o ho ho o ho ho ā ha ha
jāne ye kyā ho gayā … dekho nā
śhaṅ: lage kyoṅ mujhe ye … naī lagtī hai
a: duniyā hī naī lagtī hai
ūṅ hūṅ hūṅ hūṅ hūṅ
a: ye sāre phūl koī bāt mujhse kahte haiṅ
kyoṅ mujhe yūṇ lage
śhaṅ: tāre tumhāre āṇchal meṅ chhup ke rahte haiṅ
kyoṅ mujhe yūṇ lage
chhāī hai kaisī mere dil pe dīvāngī ho
dekho nā -3
jāne kaisā ālam hai
pighlā sā mausam hai
aṅg-aṅg reśham hai
dekho nā
ho lage kyoṅ mujhe ye samā … āsmāṇ nayā
a: duniyā hī naī lagtī hai
śhaṅ: khuśhbū hai rośhnī meṅ haiṅ raṅg havāoṅ meṅ
kyoṅ mujhe yūṇ lage
a: gātī haiṅ kaliyāṇ gīt unke haiṅ fizāoṅ meṅ
kyoṅ mujhe yūṇ lage
rāhoṅ meṅ haiṅ khvāboṅ kī kaisī ye chāṇdnī ho
śhaṅ: dekho nā -3
a: jāne ham haiṅ kahāṇ
śhaṅ: milī hameṅ haiṅ yahāṇ sapnoṅ kī vādiyāṇ
a: dekho nā
śhaṅ: ho lage kyoṅ mujhe ye samā nayā
a: ye zamīṇ naī āsmāṇ nayā
do: duniyā hī naī lagtī hai
śhaṅ: jāne ye kyā ho gayā … so gayā dekho nā