जाने वो कौन है क्या नाम है उन आँखों का
जाने वो कौन है क्या नाम है उन आँखों का
दिल पे अन्जानी सी इक तस्वीर बना देती हैं
बुझ के रह जाती है जब कोई तमन्ना दिल में
एक चिराग़ और भी चुपके से जला देती हैं
जाने वो कौन है …
मुझको बहलाती हैं नाशाद जो होता हूँ कभी
नींद में रंग मिलाती हैं जो सोता हूँ कभी
( जागता हूँ तो ) -2 कई ख़्वाब दिखा देती हैं
जाने वो कौन है …
जब भी उठती हैं छलकती हैं गुलाबों की तरह
देर तक मैं बहकता हूँ शराबी की तरह
क्या कहूँ चुपके से क्या चीज़ पिला देती हैं
जाने वो कौन है …
रोज़ मिलती हैं वो तनहा नहीं रहने देतीं
ये है बात और कि अपना नहीं कहने देतीं
( और कह दूँ तो ) -2 पलक हँस के झुका देती हैं
जाने वो कौन है …
jāne vo kaun hai kyā nām hai un āṇkhoṅ kā
dil pe anjānī sī ik tasvīr banā detī haiṅ
bujh ke rah jātī hai jab koī tamannā dil meṅ
ek chirāġh aur bhī chupke se jalā detī haiṅ
jāne vo kaun hai …
mujhko bahlātī haiṅ nāśhād jo hotā hūṇ kabhī
nīṅd meṅ raṅg milātī haiṅ jo sotā hūṇ kabhī
( jāgtā hūṇ to ) -2 kaī khvāb dikhā detī haiṅ
jāne vo kaun hai …
jab bhī uṭhtī haiṅ chhalaktī haiṅ gulāboṅ kī tarah
der tak maiṅ bahaktā hūṇ śharābī kī tarah
kyā kahūṇ chupke se kyā chīz pilā detī haiṅ
jāne vo kaun hai …
roz miltī haiṅ vo tanhā nahīṅ rahne detīṅ
ye hai bāt aur ki apnā nahīṅ kahne detīṅ
( aur kah dūṇ to ) -2 palak hṇs ke jhukā detī haiṅ
jāne vo kaun hai …