जाने तेरी नज़रों ने क्या कर दिया
ल: जाने तेरी नज़रों ने क्या कर दिया
जब तुझे देखूँ मेरा धड़के जिया
र: तूने मोहब्बत से मेरा दिल भर दिया
अपना बनाने वाले तेरा शुक्रिया
ल: पिया जबसे हुआ तेरा-मेरा मिलन
मेरे जीवन में चमकी ख़ुशी की किरण
र: दिन गुज़रने लगे हैं तेरी याद में
और सताती है रातों को तेरी लगन
ल: उड़ गई नैनों से मेरी निंदिया
र: ये बहारों का मौसम ये ठंडी हवा
इसमें है रंग ज़ालिम तेरे हुस्न का
ल: मुझे तूने मोहब्बत सिखाई बलम
वरना मेरे तो जीवन में कुछ भी न था
र: तेरी अदाओं ने मेरा दिल ले लिया
अपना बनाने वाले …
la: jāne terī nazroṅ ne kyā kar diyā
jab tujhe dekhūṇ merā dhaṛke jiyā
ra: tūne mohabbat se merā dil bhar diyā
apnā banāne vāle terā śhukriyā
la: piyā jabse huā terā-merā milan
mere jīvan meṅ chamkī khuśhī kī kiraṇ
ra: din guzarne lage haiṅ terī yād meṅ
aur satātī hai rātoṅ ko terī lagan
la: uṛ gaī nainoṅ se merī niṅdiyā
ra: ye bahāroṅ kā mausam ye ṭhaṅḍī havā
ismeṅ hai raṅg zālim tere husn kā
la: mujhe tūne mohabbat sikhāī balam
varnā mere to jīvan meṅ kuchh bhī na thā
ra: terī adāoṅ ne merā dil le liyā
apnā banāne vāle …