जाने क्यों देखता है इन्सान आईना
जाने क्यों देखता है इन्सान आईना
देता नहीं सही जब पहचान आईना
जाने क्यों देखता …
आईना कुछ भी नहीं आँखों का धोखा है
आता जो नज़र दिल में जो होता है
आईना और दिल का क्या एक फ़साना है
अन्जाम इन दोनों का बस टूट जाना है
जी चाहे तोड़ दूं बेईमान आईना
जाने क्यों देखता …
बेरुखी से पहले दिलबर ज़ख्म देखे जाते हैं
काँटों की नोक से फिर मरहम लगाते हैं
एक आईना हो जिसमें दिल दिखाएं हम
मुझ पे अगर हो जाए इतना करम
जाने क्यों देखता …
jāne kyoṅ dekhtā hai insān āīnā
detā nahīṅ sahī jab pahchān āīnā
jāne kyoṅ dekhtā …
āīnā kuchh bhī nahīṅ āṇkhoṅ kā dhokhā hai
ātā jo nazar dil meṅ jo hotā hai
āīnā aur dil kā kyā ek fasānā hai
anjām in donoṅ kā bas ṭūṭ jānā hai
jī chāhe toṛ dūṅ beīmān āīnā
jāne kyoṅ dekhtā …
berukhī se pahle dilbar zakhm dekhe jāte haiṅ
kāṇṭoṅ kī nok se phir maraham lagāte haiṅ
ek āīnā ho jismeṅ dil dikhāeṅ ham
mujh pe agar ho jāe itnā karam
jāne kyoṅ dekhtā …