जाने क्या सोचकर नहीं गुजरा
(जाने क्या सोचकर नहीं गुज़रा
इक पल रात भर नहीं गुज़रा ) - 2
अपनी तनहाई का औरों से ना शिकवा करना - 2
तुम अकेले ही नहीं हो सभी अकेले हैं
ये अकेला सफ़र नहीं गुज़रा
जाने क्या सोचकर नहीं गुज़रा
इक पल रात भर नहीं गुज़रा
दो घड़ी जीने की मोहलत तो मिली है सबको - 2
तुम भी मिल जाओ घड़ी भर तो ये ग़म होता है
इस घड़ी का सफ़र नहीं गुज़रा
जाने क्या सोचकर नहीं गुज़रा
इक पल रात भर नहीं गुज़रा
(jāne kyā sochkar nahīṅ guzrā
ik pal rāt bhar nahīṅ guzrā ) - 2
apnī tanhāī kā auroṅ se nā śhikvā karnā - 2
tum akele hī nahīṅ ho sabhī akele haiṅ
ye akelā safar nahīṅ guzrā
jāne kyā sochkar nahīṅ guzrā
ik pal rāt bhar nahīṅ guzrā
do ghaṛī jīne kī mohlat to milī hai sabko - 2
tum bhī mil jāo ghaṛī bhar to ye ġham hotā hai
is ghaṛī kā safar nahīṅ guzrā
jāne kyā sochkar nahīṅ guzrā
ik pal rāt bhar nahīṅ guzrā