जाने क्या बात है, नींद नहीं आती, बड़ी लम्बी रात है
जाने क्या बात है, जाने क्या बात है
नींद नहीं आती, बड़ी लम्बी रात है
सारी सारी रात मुझे इसने जगाया
जैसे कोई सपना जैसे कोई साया
कोई नहीं लगता है कोई मेरे साथ है
नींद नहीं आती …
धक-धक कभी से जिया डोल रहा है
घूँघट अभी से मेरा खोल रहा है
दूर अभी तो पिया की मुलाक़ात है
नींद नहीं आती …
जब जब देखूँ मैं ये चाँद सितारे
ऐसा लगता है मुझे लाज के मारे
जैसे कोई डोलि कोई बारात है
नींद नहीं आती …
jāne kyā bāt hai, jāne kyā bāt hai
nīṅd nahīṅ ātī, baṛī lambī rāt hai
sārī sārī rāt mujhe isne jagāyā
jaise koī sapnā jaise koī sāyā
koī nahīṅ lagtā hai koī mere sāth hai
nīṅd nahīṅ ātī …
dhak-dhak kabhī se jiyā ḍol rahā hai
ghūṇghaṭ abhī se merā khol rahā hai
dūr abhī to piyā kī mulāqāt hai
nīṅd nahīṅ ātī …
jab jab dekhūṇ maiṅ ye chāṇd sitāre
aisā lagtā hai mujhe lāj ke māre
jaise koī ḍoli koī bārāt hai
nīṅd nahīṅ ātī …