जाने कैसा है मेरा दीवाना, कभी अपनासा लगे, कभी बेगाना
जाने कैसा है मेरा दीवाना
कभी अपनासा लगे, कभी बेगाना
बड़ी भोली हो, ये भी ना जाना
कभी अपनों को नहीं कहते बेगाना
यूँ भी जीता था मगर कोई अरमान न थे
जब तलक़ आप मेरे दिल के मेहमान न थे
तुमसे महका है मेरा वीराना
मैं वो आज़ाद घटा, तुमने जिसे बाँध लिया
अपनी आँखों में मुझे नया आकाश दिया
यही छोटा सा मेरा अफ़साना
कभी छेड़े है पवन, कभी छेड़े है पिया
यही तो होगा सनम, तुमने जब प्यार किया
मेरे पास आओ, छोड़ो शर्माना
jāne kaisā hai merā dīvānā
kabhī apnāsā lage, kabhī begānā
baṛī bholī ho, ye bhī nā jānā
kabhī apnoṅ ko nahīṅ kahte begānā
yūṇ bhī jītā thā magar koī armān na the
jab talaq āp mere dil ke mehmān na the
tumse mahkā hai merā vīrānā
maiṅ vo āज़ād ghaṭā, tumne jise bāṇdh liyā
apnī āṇkhoṅ meṅ mujhe nayā ākāśh diyā
yahī chhoṭā sā merā afsānā
kabhī chheṛe hai pavan, kabhī chheṛe hai piyā
yahī to hogā sanam, tumne jab pyār kiyā
mere pās āo, chhoṛo śharmānā