जाने कहाँ गई दिल मेरा ले गई
जाने कहाँ गई -2
दिल मेरा ले गई ले गई
जाने कहाँ …
देखते-देखते क्या से क्या हो गया -2
धड़कनें रह गईं दिल जुदा हो गया -2
हाय जाने कहाँ …
आज टूटा हुआ दिल का ये साज़ है -2
अब वो नग़्में कहाँ सिर्फ़ आवाज़ है -2
हाय जाने कहाँ …
घुटता रहता न दम जान तो छूटती -2
काश कहता कोई वो मुहब्बत न थी -2
हाय जाने कहाँ …
हाल क्या है मेरा आके ख़ुद देख जा -2
अब तेरे हाथ है जीना मरना तेरा -2
हाय जाने कहाँ …
jāne kahāṇ gaī -2
dil merā le gaī le gaī
jāne kahāṇ …
dekhte-dekhte kyā se kyā ho gayā -2
dhaṛakneṅ rah gaīṅ dil judā ho gayā -2
hāy jāne kahāṇ …
āj ṭūṭā huā dil kā ye sāz hai -2
ab vo naġhmeṅ kahāṇ sirf āvāz hai -2
hāy jāne kahāṇ …
ghuṭtā rahtā na dam jān to chhūṭtī -2
kāśh kahtā koī vo muhabbat na thī -2
hāy jāne kahāṇ …
hāl kyā hai merā āke khud dekh jā -2
ab tere hāth hai jīnā marnā terā -2
hāy jāne kahāṇ …