जानम तेरे लिए रात दिन अरमां मचल्
जानम हां हां जानम
जानम तेरे लिए रात दिन अरमां मचल मचलते हैं
यादों में तेरी हम ओ सनम करवट बदल बदलते हैं
जानम तेरे लिए …
दे सहारा थाम ले तू गिर न जाएं प्यार दे तू
चाहत में तेरी बेताब हम जान-ए-जां तरस तरसते हैं
जानम तेरे लिए …
सोए अरमां जागे जागे जाने क्या हो आगे आगे
तेरे बिन हर पल मेरे नैना जान-ए-जां बरस बरसते हैं
जानम तेरे लिए …
jānam hāṅ hāṅ jānam
jānam tere lie rāt din armāṅ machal machalte haiṅ
yādoṅ meṅ terī ham o sanam karavaṭ badal badalte haiṅ
jānam tere lie …
de sahārā thām le tū gir na jāeṅ pyār de tū
chāhat meṅ terī betāb ham jān-e-jāṅ taras taraste haiṅ
jānam tere lie …
soe armāṅ jāge jāge jāne kyā ho āge āge
tere bin har pal mere nainā jān-e-jāṅ baras baraste haiṅ
jānam tere lie …