जान ले लूंगी मैं ऐसा खेल तेरे साथ खेलूंगी
जान ले लूंगी मैं ऐसा खेल तेरे साथ खेलूंगी
ये होना है हो जाएगा ज़ालिम अंजाम तेरा
मिट जाएगा इस दुनिया के नामों से नाम तेरा
जान ले लूंगी …
हाँ जवानी को बरबाद तूने किया है
ये दिल की आवाज़ है
हाँ मेरी मोहब्बत को बदनाम तूने किया है
हाँ तू दगाबाज़ है
दो चार पल जी ले ज़रा जी भर के तू पी ले ज़रा
गिरने वाला है तेरे हाथों से ये जाम तेरा
मिट जाएगा इस दुनिया के …
न तुझको मारूंगी न जिंदा छोड़ूंगी
सुन ले ये है इरादा मेरा
हाँ सारी उम्र याद करता रहेगा मुझे तू
तुझसे ये वादा मेरा
मुझसे न तू नज़रें चुरा ओ बेखबर ओ बेवफ़ा
मेरी महफ़िल में आई है लेके नाम तेरा
मिट जाएगा इस दुनिया के …
jān le lūṅgī maiṅ aisā khel tere sāth khelūṅgī
ye honā hai ho jāegā zālim aṅjām terā
miṭ jāegā is duniyā ke nāmoṅ se nām terā
jān le lūṅgī …
hāṇ javānī ko barbād tūne kiyā hai
ye dil kī āvāz hai
hāṇ merī mohabbat ko badnām tūne kiyā hai
hāṇ tū dagābāz hai
do chār pal jī le zarā jī bhar ke tū pī le zarā
girne vālā hai tere hāthoṅ se ye jām terā
miṭ jāegā is duniyā ke …
na tujhko mārūṅgī na jiṅdā chhoṛūṅgī
sun le ye hai irādā merā
hāṇ sārī umr yād kartā rahegā mujhe tū
tujhse ye vādā merā
mujhse na tū nazreṅ churā o bekhabar o bevafā
merī mahafil meṅ āī hai leke nām terā
miṭ jāegā is duniyā ke …