जां कहां है तू हे जां कहां है तू
तन्हा नहीं कटता सफ़र ढूंढे तुझे मेरी नज़र
मैं यहां मैं यहां मैं यहां
जां कहां है …
चाहतों के महके गुल खिले
क्या हसीन हैं ये सिलसिले
पागल करे दीवानगैइ अब ज़ोर कोई ना चले
जां कहां है …
देख ना मुझे यूं प्यार से डर लगे दीवानी उम्र से
तूने मुझे घायल किया काजलों की तीखी धार से
जां कहां है …
jāṅ kahāṅ hai tū he jāṅ kahāṅ hai tū
tanhā nahīṅ kaṭtā safar ḍhūṅḍhe tujhe merī nazar
maiṅ yahāṅ maiṅ yahāṅ maiṅ yahāṅ
jāṅ kahāṅ hai …
chāhtoṅ ke mahke gul khile
kyā hasīn haiṅ ye silsile
pāgal kare dīvāngaii ab zor koī nā chale
jāṅ kahāṅ hai …
dekh nā mujhe yūṅ pyār se ḍar lage dīvānī umr se
tūne mujhe ghāyal kiyā kājloṅ kī tīkhī dhār se
jāṅ kahāṅ hai …