जान-ए-मन जान-ए-मन पलट तेरी नज़र्
आ आ आ आ
जान-ए-मन जान-ए-मन पलट तेरी नज़र
यहाँ है दिल तेरा देखता है किधर
मिला ले दिल दे दिल प्यार से प्यार कर
उधर तो रात है सवेरा है इधर
जान-ए-मन जान-ए-मन …
तेरी जवानी के सदके जान-ए-जान-ए-मन
हम भी हसीं कम नहीं जान-ए-जान-ए-मन
तेरी जुदाई का ग़म है वरना कोई ग़म नहीं
बहुत चालाक है बन रहा बेखबर
प्यार के जादू का हो रहा है असर
जान-ए-मन जान-ए-मन …
तेरे लिए ही बनी हूँ जान-ए-जान-ए-मन
मैं सबमें शामिल नहीं
दिल से ज़रा पूछ अपने क्या मैं तेरा दिल नहीं
नया है सिलसिला नया है ये सफ़र
नई हैं मंज़िलें मगर है इक डगर
जान-ए-मन जान-ए-मन …
ā ā ā ā
jān-e-man jān-e-man palaṭ terī nazar
yahāṇ hai dil terā dekhtā hai kidhar
milā le dil de dil pyār se pyār kar
udhar to rāt hai saverā hai idhar
jān-e-man jān-e-man …
terī javānī ke sadke jān-e-jān-e-man
ham bhī hasīṅ kam nahīṅ jān-e-jān-e-man
terī judāī kā ġham hai varnā koī ġham nahīṅ
bahut chālāk hai ban rahā bekhabar
pyār ke jādū kā ho rahā hai asar
jān-e-man jān-e-man …
tere lie hī banī hūṇ jān-e-jān-e-man
maiṅ sabmeṅ śhāmil nahīṅ
dil se zarā pūchh apne kyā maiṅ terā dil nahīṅ
nayā hai silsilā nayā hai ye safar
naī haiṅ maṅzileṅ magar hai ik ḍagar
jān-e-man jān-e-man …