जान-ए-जानाँ जाओ कल फिर आना
( जान-ए-जानाँ जाओ कल फिर आना
यूँ ही किसी मोड़ पे मिल जाना ) -2
अब याद रखना राह ये दिलबर लूटा है इस पर तुमने बहार में
कब तक यहीं पर आँख बिछाए बैठा रहूँगा मैं इंतज़ार में
जाओ करो न बेक़ल दिल रहा है मचल बाक़ी बातें होंगी कल
अभी क्या कहूँ
जान-ए-जानाँ जाओ …
थोड़ी अभी तो नज़र झुकाओगी थोड़ा अभी शरमाओगी तुम
पहला ही दिन है अपने मिलन का दो-चार दिन में खुल जाओगी तुम
इसे कहते हैं प्यार सिखाऊँगा मैं यार हूँ तुम्हारा दावेदार
आगे क्या कहूँ
जान-ए-जानाँ जाओ …
पागल कहो तुम हँस कर मुझको या दिल ही दिल में दीवाना समझो
पर ये तुम्हारी ऐसी अदा है अपने किसी को बेगाना समझो
न समझ में हो कम न उमर में हो कम अब तुमसे सनम
मैं भी क्या कहूँ
जान-ए-जानाँ जाओ …
( jān-e-jānāṇ jāo kal phir ānā
yūṇ hī kisī moṛ pe mil jānā ) -2
ab yād rakhnā rāh ye dilbar lūṭā hai is par tumne bahār meṅ
kab tak yahīṅ par āṇkh bichhāe baiṭhā rahūṇgā maiṅ iṅtazār meṅ
jāo karo na beqal dil rahā hai machal bāqī bāteṅ hoṅgī kal
abhī kyā kahūṇ
jān-e-jānāṇ jāo …
thoṛī abhī to nazar jhukāogī thoṛā abhī śharmāogī tum
pahlā hī din hai apne milan kā do-chār din meṅ khul jāogī tum
ise kahte haiṅ pyār sikhāūṇgā maiṅ yār hūṇ tumhārā dāvedār
āge kyā kahūṇ
jān-e-jānāṇ jāo …
pāgal kaho tum hṇs kar mujhko yā dil hī dil meṅ dīvānā samjho
par ye tumhārī aisī adā hai apne kisī ko begānā samjho
na samajh meṅ ho kam na umar meṅ ho kam ab tumse sanam
maiṅ bhī kyā kahūṇ
jān-e-jānāṇ jāo …