जान-ए-बहार हुस्न तेरा बेमिसाल है
जान-ए-बहार हुस्न तेरा बेमिसाल है
वल्लाह कमाल है, अरे वल्लाह कमाल है
आई है मेरे पास तू इस आन-बान से
उतरी हो जैसे कोई परी आस्मान से
मैं क्या कहूँ खुशी से अजब मेरा हाल है
हाय ये तेरी मस्त अदाएं ये बाकपन -2
किरणों को भी मैं छूने न दूँगा ये गोरा तन
तुझसे नज़र मिलाए ये किसकी मजाल है
मैं खुशनसीब हूँ के तुझे मैंने पा लिया -2
तूने करम किया मुझे अपना बना लिया
ऐसे मिले हैं हम के बिछड़ना मुहाल है
jān-e-bahār husn terā bemisāl hai
vallāh kamāl hai, are vallāh kamāl hai
āī hai mere pās tū is ān-bān se
utrī ho jaise koī parī āsmān se
maiṅ kyā kahūṇ khuśhī se ajab merā hāl hai
hāy ye terī mast adāeṅ ye bākapan -2
kirṇoṅ ko bhī maiṅ chhūne na dūṇgā ye gorā tan
tujhse nazar milāe ye kiskī majāl hai
maiṅ khuśhansīb hūṇ ke tujhe maiṅne pā liyā -2
tūne karam kiyā mujhe apnā banā liyā
aise mile haiṅ ham ke bichhaṛnā muhāl hai