Title (Indic)नैनों में महबूब के ... कंवारा नहीं मरना WorkJaan Year1996 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Alka Yagnik Writer Anand Bakshi LyricsHindiनैनों में महबूब के देखूंगी मैं डूब के शादी के बाद मैं मर जाऊं तो ग़म नहीं कंवारा नहीं मरना साहिल पे बैठ के दरिया के तूफ़ान का नज़ारा नहीं करना कंवारा नहीं मरना … ये लाज का घूंघट खोलूंगी ये बात मैं सबसे बोलूंगी मेरे घरवालों चुप रहने का तुम मुझे इशारा नहीं करना कंवारा नहीं मरना … जा चुटकी भर सिंदूर मंगा जल्दी से मेरी मांग सजा मैं मर गई तो लेके मेरा नाम तू पुकारा नहीं करना कंवारा नहीं मरना … पानी में आग लगानी है इस दिल पर चोट भी खानी है हँसना है रोना है जीना है दिल थाम के गुज़ारा नहीं करना कंवारा नहीं मरना … ओ दिल का अरमान निकल जाए फिर चाहें जान निकल जाए ओ दुनिया वालों तुम दो दिलों को जुदा ख़ुदारा नहीं करना कंवारा नहीं मरना … ये दिल का फूल नहीं खिलता तो मरके भी चैन नहीं मिलता मिलने से पहले तेरी जुदाई मुझे गंवारा नहीं करना कंवारा नहीं मरना … Englishnainoṅ meṅ mahbūb ke dekhūṅgī maiṅ ḍūb ke śhādī ke bād maiṅ mar jāūṅ to ġham nahīṅ kaṅvārā nahīṅ marnā sāhil pe baiṭh ke dariyā ke tūfān kā nazārā nahīṅ karnā kaṅvārā nahīṅ marnā … ye lāj kā ghūṅghaṭ kholūṅgī ye bāt maiṅ sabse bolūṅgī mere gharvāloṅ chup rahne kā tum mujhe iśhārā nahīṅ karnā kaṅvārā nahīṅ marnā … jā chuṭkī bhar siṅdūr maṅgā jaldī se merī māṅg sajā maiṅ mar gaī to leke merā nām tū pukārā nahīṅ karnā kaṅvārā nahīṅ marnā … pānī meṅ āg lagānī hai is dil par choṭ bhī khānī hai hṇsnā hai ronā hai jīnā hai dil thām ke guzārā nahīṅ karnā kaṅvārā nahīṅ marnā … o dil kā armān nikal jāe phir chāheṅ jān nikal jāe o duniyā vāloṅ tum do diloṅ ko judā khudārā nahīṅ karnā kaṅvārā nahīṅ marnā … ye dil kā phūl nahīṅ khiltā to marke bhī chain nahīṅ miltā milne se pahle terī judāī mujhe gaṅvārā nahīṅ karnā kaṅvārā nahīṅ marnā …