जाम वो है जो भर के छलकता है
जाम वो है जो भर के ( छलकता है ) -2
प्यार वो है जो आँखों से ( झलकता है ) -2
जाम वो है जो …
लहरों को कभी छुपा पाएगा समन्दर -2
रोशनी कभी छुपेगी न शमा के अन्दर -2
चेहरा ख़ामोश आईने में उतर जाएगा
रंग ख़ुश्बू का हवाओं में बिखर जाएगा हो बिखर जाएगा
फूल वो है जो खिल के ( महकता है ) -2
प्यार वो है जो …
प्यार की चाहत की नई रोशनी दिखाने -2
आया हूँ दिलों में से नफ़रतें मिटाने -2
सारी दुनिया से तो हम दोस्ती निभाएंगे
प्यार का गीत सारी उम्र गुनगुनाएंगे हो गुनगुनाएंगे
साज वो है जो नग़मों पे ( खनकता है ) -2
प्यार वो है जो …
jām vo hai jo bhar ke ( chhalaktā hai ) -2
pyār vo hai jo āṇkhoṅ se ( jhalaktā hai ) -2
jām vo hai jo …
lahroṅ ko kabhī chhupā pāegā samandar -2
rośhnī kabhī chhupegī na śhamā ke andar -2
chehrā khāmośh āīne meṅ utar jāegā
raṅg khuśhbū kā havāoṅ meṅ bikhar jāegā ho bikhar jāegā
phūl vo hai jo khil ke ( mahaktā hai ) -2
pyār vo hai jo …
pyār kī chāhat kī naī rośhnī dikhāne -2
āyā hūṇ diloṅ meṅ se nafarteṅ miṭāne -2
sārī duniyā se to ham dostī nibhāeṅge
pyār kā gīt sārī umr gungunāeṅge ho gungunāeṅge
sāj vo hai jo naġhmoṅ pe ( khanaktā hai ) -2
pyār vo hai jo …