Jaaiye aap kahaan jaayenge, ye nazar laut ke phir aayegee

जाइये आप कहाँ जायेंगे, ये नज़र लौट के फिर आयेगी
Work
Year
Language

जाइये आप कहाँ जायेंगे
ये नज़र लौट के फिर आयेगी
दूर तक आप के पीछे पीछे
मेरी आवाज़ चली आयेगी
जाइये…

आपको प्यार मेरा याद जहाँ आयेगा
कोई काँटा वोही दामन से लिपट जायेगा - (2)
जाइये…

जब उठोगे मेरी बेताब निगाहों की तरह
रोक लेंगी कोई डाली मेरी बाहों की तरह - (2)
जाइये…

देखिये चैन मिलेगा न कहीं दिल के सिवा
आपका कोई नहीं, कोई नहीं दिल के सिवा - (2)
जाइये…

jāiye āp kahāṇ jāyeṅge
ye nazar lauṭ ke phir āyegī
dūr tak āp ke pīchhe pīchhe
merī āvāz chalī āyegī
jāiye…

āpko pyār merā yād jahāṇ āyegā
koī kāṇṭā vohī dāman se lipaṭ jāyegā - (2)
jāiye…

jab uṭhoge merī betāb nigāhoṅ kī tarah
rok leṅgī koī ḍālī merī bāhoṅ kī tarah - (2)
jāiye…

dekhiye chain milegā na kahīṅ dil ke sivā
āpkā koī nahīṅ, koī nahīṅ dil ke sivā - (2)
jāiye…