जागी हुई फ़िज़ाएं हैं तेरे लिए मेरे लिए
जागी हुई फ़िज़ाएं हैं तेरे लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएं हैं तेरे लिए मेरे लिए
फूलों में ताजगी सी है राहों में रोशनी सी है
दिन में भी चाँदनी सी है मेरे सनम तेरे लिए मेरे लिए
जागी हुई फ़िज़ाएं हैं …
लाई है कैसी खुशी
तेरे मेरे पहले प्यार में खोई खोई ज़िंदगी
कब ऐसा था समां कब थी दिलकशी
कलियों की चुनरी ढलकी है लहरों से मस्ती छलकी है
सपनों की दुनिया झलकी है मेरे सनम तेरे लिए मेरे लिए
जागी हुई फ़िज़ाएं हैं …
सुनती हैं यह वादियां धीरे धीरे
हौले हौले कहते हैं दो दिल
है जैसे थम गया मौसम का कारवां
भंवरे जो गुनगुनाते हैं दिल के तार सनसनाते हैं
मेरे सनम तेरे लिए मेरे लिए
जागी हुई फ़िज़ाएं हैं …
jāgī huī fizāeṅ haiṅ tere lie mere lie
gātī huī havāeṅ haiṅ tere lie mere lie
phūloṅ meṅ tājgī sī hai rāhoṅ meṅ rośhnī sī hai
din meṅ bhī chāṇdnī sī hai mere sanam tere lie mere lie
jāgī huī fizāeṅ haiṅ …
lāī hai kaisī khuśhī
tere mere pahle pyār meṅ khoī khoī ziṅdgī
kab aisā thā samāṅ kab thī dilakśhī
kaliyoṅ kī chunrī ḍhalkī hai lahroṅ se mastī chhalkī hai
sapnoṅ kī duniyā jhalkī hai mere sanam tere lie mere lie
jāgī huī fizāeṅ haiṅ …
suntī haiṅ yah vādiyāṅ dhīre dhīre
haule haule kahte haiṅ do dil
hai jaise tham gayā mausam kā kārvāṅ
bhaṅvre jo gungunāte haiṅ dil ke tār sanasnāte haiṅ
mere sanam tere lie mere lie
jāgī huī fizāeṅ haiṅ …