Jaadoogar ... main jaadoogar hai meraa naam gogaa

जादूगर ... मैं जादूगर है मेरा नाम गोगा
Work
Year
Language

जादूगर जादूगर जादूगर गोगा गोगा
मैं जादूगर है मेरा नाम गोगा हाँ मुझ जैसा नहीं कोई होगा -2
आपके शहर में है पहला तमाशा मेरा
देखकर बोलिए है मेरे बारे में आपकी राय क्‌या
मैं जादूगर जादूगर है मेरा नाम …

अरे जो मैं हूँ आप समझे नहीं जो आप समझे हैं वो मैं नहीं
जो आप देखेंगे नज़रों का धोखा तमाशा है वो हाथों का
मैं जादूगर जादूगर है मेरा नाम …

हुआ नहीं होगा नहीं कोई ऐसा जादूगर जैसा जादूगर है गोगा गोगा
जादूगर -4

हुस्न की महफ़िलें मैं सजा दूँ यहाँ
आ आ आसमां से परी मैं बुला दूँ यहाँ
देखिए क्‌या करिश्में दिखाता हूँ मैं
कैसे लैला को मजनूं बनाता हूँ मैं
जो आप देखेंगे नज़रों …

ऐसी ज़ंजीर अब तक बनी ही नहीं बाँध ले जो मुझे रोक ले जो कहीं
तोड़कर सारी ज़ंजीर दिखलाऊँगा
बन्द तालों से बाहर निकल आऊँगा
पल भर में होगा यक़ीं आपको जान-ए-मन मेरी इन बातों का
मैं जादूगर जादूगर है मेरा नाम …

मेरी आवाज़ सुनकर मुझे ढूँढिए
मैं कहाँ हूँ किधर हूँ ज़रा देखिए
मैं अभी था वहाँ मैं अभी हूँ यहाँ
है जगह कौन सी नहीं हूँ मैं जहाँ
यारों मैं कैसे यहाँ से वहाँ वहाँ से यहाँ आ गया
मैं जादूगर जादूगर है मेरा नाम …

( तू जादूगर तेरा नाम गोगा तुझ जैसा नहीं कोई होगा -2
हुआ नहीं होगा ऐसा कोई जादूगर जैसा जादूगर है गोगा
गोगा -2 ) -2

jādūgar jādūgar jādūgar gogā gogā
maiṅ jādūgar hai merā nām gogā hāṇ mujh jaisā nahīṅ koī hogā -2
āpke śhahar meṅ hai pahlā tamāśhā merā
dekhkar bolie hai mere bāre meṅ āpkī rāy k‌yā
maiṅ jādūgar jādūgar hai merā nām …

are jo maiṅ hūṇ āp samjhe nahīṅ jo āp samjhe haiṅ vo maiṅ nahīṅ
jo āp dekheṅge nazroṅ kā dhokhā tamāśhā hai vo hāthoṅ kā
maiṅ jādūgar jādūgar hai merā nām …

huā nahīṅ hogā nahīṅ koī aisā jādūgar jaisā jādūgar hai gogā gogā
jādūgar -4

husn kī mahafileṅ maiṅ sajā dūṇ yahāṇ
ā ā āsmāṅ se parī maiṅ bulā dūṇ yahāṇ
dekhie k‌yā kariśhmeṅ dikhātā hūṇ maiṅ
kaise lailā ko majnūṅ banātā hūṇ maiṅ
jo āp dekheṅge nazroṅ …

aisī zaṅjīr ab tak banī hī nahīṅ bāṇdh le jo mujhe rok le jo kahīṅ
toṛkar sārī zaṅjīr dikhlāūṇgā
band tāloṅ se bāhar nikal āūṇgā
pal bhar meṅ hogā yaqīṅ āpko jān-e-man merī in bātoṅ kā
maiṅ jādūgar jādūgar hai merā nām …

merī āvāz sunkar mujhe ḍhūṇḍhie
maiṅ kahāṇ hūṇ kidhar hūṇ zarā dekhie
maiṅ abhī thā vahāṇ maiṅ abhī hūṇ yahāṇ
hai jagah kaun sī nahīṅ hūṇ maiṅ jahāṇ
yāroṅ maiṅ kaise yahāṇ se vahāṇ vahāṇ se yahāṇ ā gayā
maiṅ jādūgar jādūgar hai merā nām …

( tū jādūgar terā nām gogā tujh jaisā nahīṅ koī hogā -2
huā nahīṅ hogā aisā koī jādūgar jaisā jādūgar hai gogā
gogā -2 ) -2