कि: जादूगर -3
जादूगर जादू कर जाएगा किसी को समझ नहीं आएगा
ओ मरजीना नाच हसीना मुश्किल कर दे सबका जीना -2
नहीं तो नहीं तो
जादूगर जादू कर …
नाचेगी तेरी जवानी देखेगी दुनिया दीवानी -2
हर चीज़ है मेरे बस में क्या आग है क्या है पानी -2
अरे छू मन्तर छू देख इधर तू
पहन ले इनको ले ये घुँघरू
वरना गज़ब हो जाएगा
ए जादूगर जादू कर …
आ: माना तुझे मैने माना हो तू जादूगर है दीवाना -2
बेबस मुझे कर दिया यूँ हैराँ है सारा ज़माना -2
बस हद कर दी ओ बेदर्दी बतला क्या है तेरी मरज़ी
कब तक मुझे तड़पाएगा
कि: जादूगर जादू कर जाएगा
आ: किसी को समझ नहीं आएगा
आ: क़िस्मत का चमका सितारा तूने मुझे जब पुकारा
कि: चुप-चाप तू नाचती जा जब तक करूँ मैं इशारा -2
आ: ओ तेरे क़दमों में सर है तू है तो फिर किसका डर है
जो होगा देखा जाएगा
कि: ए जादूगर जादू कर जाएगा
दो: किसी को समझ नहीं आएगा
कि: ओ मरजीना नाच हसीना …
ki: jādūgar -3
jādūgar jādū kar jāegā kisī ko samajh nahīṅ āegā
o marjīnā nāch hasīnā muśhkil kar de sabkā jīnā -2
nahīṅ to nahīṅ to
jādūgar jādū kar …
nāchegī terī javānī dekhegī duniyā dīvānī -2
har chīz hai mere bas meṅ kyā āg hai kyā hai pānī -2
are chhū mantar chhū dekh idhar tū
pahan le inko le ye ghuṇghrū
varnā gazab ho jāegā
e jādūgar jādū kar …
ā: mānā tujhe maine mānā ho tū jādūgar hai dīvānā -2
bebas mujhe kar diyā yūṇ hairāṇ hai sārā zamānā -2
bas had kar dī o bedardī batlā kyā hai terī marazī
kab tak mujhe taṛpāegā
ki: jādūgar jādū kar jāegā
ā: kisī ko samajh nahīṅ āegā
ā: qismat kā chamkā sitārā tūne mujhe jab pukārā
ki: chup-chāp tū nāchtī jā jab tak karūṇ maiṅ iśhārā -2
ā: o tere qadmoṅ meṅ sar hai tū hai to phir kiskā ḍar hai
jo hogā dekhā jāegā
ki: e jādūgar jādū kar jāegā
do: kisī ko samajh nahīṅ āegā
ki: o marjīnā nāch hasīnā …