Jaadoo teraa charhne lagaa hai ... haay deevaanaa deevaanaa

जादू तेरा चढ़ने लगा है ... हाय दीवाना दीवाना
Work
Year
Language

जादू तेरा चढ़ने लगा है
जादू तेरा बढ़ने लगा है
कर दिया तेरे जलवों ने हमको मस्त मस्त मस्ताना
हाय दीवाना दीवाना सारा ज़माना मेरा दीवाना
दीवाना ओ दीवाना आ

हर दीवाना मुझी से मिलने का ढूंढता है बहाना
हाय दीवाना दीवाना सारा ज़माना तेरा दीवाना
दीवाना आ ओ दीवाना आ

हाय मेरी शोखियाँ आहा ओ आहा
हाय मेरी मस्तियाँ आहा ओ आहा
ओ हाय मेरी शोखियाँ
हाय मेरी मस्तियाँ
झूमें मेरी अदाओं पे ये दिलवालों की बस्तियाँ
हाय रे हाय हो रहा है हर दिल मेरी नज़र का निशाना
हाय दीवाना दीवाना …

हाय जवां जोश है आहा ओ आहा
हूँ अब कहां होश है आहा ओ आहा
ओ हाय जवां जोश है
अब कहां होश है
कैसे ना कोई बहके मेरा ये जलवा मदहोश है
छा रहा है सभी के दिल पे मेरा समां आशिक़ाना
हाय दीवाना दीवाना …

jādū terā chaṛhne lagā hai
jādū terā baṛhne lagā hai
kar diyā tere jalvoṅ ne hamko mast mast mastānā
hāy dīvānā dīvānā sārā zamānā merā dīvānā
dīvānā o dīvānā ā

har dīvānā mujhī se milne kā ḍhūṅḍhtā hai bahānā
hāy dīvānā dīvānā sārā zamānā terā dīvānā
dīvānā ā o dīvānā ā

hāy merī śhokhiyāṇ āhā o āhā
hāy merī mastiyāṇ āhā o āhā
o hāy merī śhokhiyāṇ
hāy merī mastiyāṇ
jhūmeṅ merī adāoṅ pe ye dilvāloṅ kī bastiyāṇ
hāy re hāy ho rahā hai har dil merī nazar kā niśhānā
hāy dīvānā dīvānā …

hāy javāṅ jośh hai āhā o āhā
hūṇ ab kahāṅ hośh hai āhā o āhā
o hāy javāṅ jośh hai
ab kahāṅ hośh hai
kaise nā koī bahke merā ye jalvā madhośh hai
chhā rahā hai sabhī ke dil pe merā samāṅ āśhiqānā
hāy dīvānā dīvānā …