Jaa ree jaa ree o kaaree badriyaa

जा री जा री ओ कारी बदरिया
Work
Year
Language

जा री जा री ओ कारी बदरिया
मत बरसो रे मेरी नगरिया
परदेस गये हैं साँवरिया
जा री जा री …

काहे घिर घिर शोर मचाये री
मेरा नरम करेजवा जलाये री
मेरा मनवा जले, कोई बस न चले
हाय्! तक तक के सूनी डगरिया
जा री जा री …

जइयो जइयो री देश पिया के
कहियो दुखड़े तू मेरे जिया के
कहियो छम छम रोये, अखियाँ न सोये
हुई याद में पी की बाँवरिया
जा री जा री …

jā rī jā rī o kārī badriyā
mat barso re merī nagriyā
pardes gaye haiṅ sāṇvriyā
jā rī jā rī …

kāhe ghir ghir śhor machāye rī
merā naram karejvā jalāye rī
merā manvā jale, koī bas na chale
hāy! tak tak ke sūnī ḍagriyā
jā rī jā rī …

jaiyo jaiyo rī deśh piyā ke
kahiyo dukhaṛe tū mere jiyā ke
kahiyo chham chham roye, akhiyāṇ na soye
huī yād meṅ pī kī bāṇvriyā
jā rī jā rī …