Jaa ree jaa ai havaa shor too naa machaa

जा री जा ऐ हवा शोर तू ना मचा
Year
Language

जा री जा ऐ हवा, शोर तू ना मचा

फूलों को आ रही निंदिया

जा री जा ऐ हवा, शोर तू ना मचा
फूलों को आ रही निंदिया

किनारे पे नदिया सोई चैन से तू सो जा

रात की गोदी में सजनी मीठे सपनों में खो जा

जा री जा ऐ हवा, शोर तू ना मचा
फूलों को आ रही निंदिया

प्यार करके क्‌यूं मेरी आँख से आँसू बहे

ओ जानम तुझ बिन कैसे जियूँ

क्‌यूँ ये शीतल पूर्णिमा आग बन गई तेरे बिना

आ जाओ मुझमें समा जाओ

प्यार में ग़म बेशुमार

फिर भी ये ग़म क्‌यूँ लगे सब को

जा री जा ऐ हवा, शोर तू ना मचा
फूलों को आ रही निंदिया

परबतों की गोद में संध्या का सूरज सो गया

बादलों की ओट में पूनम का चंदा खो गया

मेरे दिल में प्यार है जो कुछ तुम्हें होगी ख़बर

तुमको मैं तो मानता हूँ ज़िंदगी का हमसफ़र

प्यार में अब मैं करूँ क्‌या ऐ हवा तू ही बता

( जा री जा ऐ हवा, शोर तू ना मचा
फूलों को आ रही निंदिया ) -2
किनारे पे नदिया सोई चैन से तू सो जा
रात की गोदी में सजनी मीठे सपनों में खो जा
जा री जा ऐ हवा, शोर तू न मचा
फूलों को आ रही निंदिया

jā rī jā ai havā, śhor tū nā machā

phūloṅ ko ā rahī niṅdiyā

jā rī jā ai havā, śhor tū nā machā
phūloṅ ko ā rahī niṅdiyā

kināre pe nadiyā soī chain se tū so jā

rāt kī godī meṅ sajnī mīṭhe sapnoṅ meṅ kho jā

jā rī jā ai havā, śhor tū nā machā
phūloṅ ko ā rahī niṅdiyā

pyār karke k‌yūṅ merī āṇkh se āṇsū bahe

o jānam tujh bin kaise jiyūṇ

k‌yūṇ ye śhītal pūrṇimā āg ban gaī tere binā

ā jāo mujhmeṅ samā jāo

pyār meṅ ġham beśhumār

phir bhī ye ġham k‌yūṇ lage sab ko

jā rī jā ai havā, śhor tū nā machā
phūloṅ ko ā rahī niṅdiyā

parabtoṅ kī god meṅ saṅdhyā kā sūraj so gayā

bādloṅ kī oṭ meṅ pūnam kā chaṅdā kho gayā

mere dil meṅ pyār hai jo kuchh tumheṅ hogī khabar

tumko maiṅ to māntā hūṇ ziṅdgī kā hamasafar

pyār meṅ ab maiṅ karūṇ k‌yā ai havā tū hī batā

( jā rī jā ai havā, śhor tū nā machā
phūloṅ ko ā rahī niṅdiyā ) -2
kināre pe nadiyā soī chain se tū so jā
rāt kī godī meṅ sajnī mīṭhe sapnoṅ meṅ kho jā
jā rī jā ai havā, śhor tū na machā
phūloṅ ko ā rahī niṅdiyā