Jaa re, jaa re ur jaa re panchhee, bahaaron ke des jaa re

जा रे, जा रे उड़ जा रे पंछी, बहारों के देस जा रे
Work
Year
Language

जा रे, जा रे उड़ जा रे पंछी
बहारों के देस जा रे
यहाँ क्‌या है मेरे प्यारे
क्‌यूँ उजड़ गई बगिया मेरे मन की
जा रे …

ना डाली रही ना कली
अजब ग़म की आँधी चली
उड़ी दुख की धूल राहों में
जा रे …

मैं वीणा उठा ना सकी
तेरे संग गा ना सकी
ढले मेरे गीत आहों में
जा रे …

jā re, jā re uṛ jā re paṅchhī
bahāroṅ ke des jā re
yahāṇ k‌yā hai mere pyāre
k‌yūṇ ujaṛ gaī bagiyā mere man kī
jā re …

nā ḍālī rahī nā kalī
ajab ġham kī āṇdhī chalī
uṛī dukh kī dhūl rāhoṅ meṅ
jā re …

maiṅ vīṇā uṭhā nā sakī
tere saṅg gā nā sakī
ḍhale mere gīt āhoṅ meṅ
jā re …