जा जा रे जा दीवाने जा मैने तो चाहा तुझको
आ: जा जा रे जा दीवाने जा -2
मैने तो चाहा तुझको अपना बनाया तुझको
इसपे अकड़ता है क्या
र: जा जा री जा दीवानी जा -2
मैने एहसान किया दिल जो क़ुर्बान किया
बढ़-बढ़ के बातें न बना
आ: बुरा है मेरा ग़ुस्सा जवानी की क़सम
मैं शोला बन के तुझको जला दूँगी बलम
र: है भेजा मेरा ठंडा नहीं है मुझे ग़म
मैं पानी बन के तुझको बुझा दूँगा सनम
आ: इतना ग़ुरूर न कर मुझको मजबूर न कर
वर्ना चखा दूँगी मज़ा
र: जा जा री जा दीवानी …
आ: मैं बन के मछरिया छुपूँगी जल में
न आऊँगी बेदर्दी मैं तेरे बस में
र: लगा के मैं डोरी में काँटा दिल का
फँसा ही लूँगा तुझको बस इक पल में
आ: ना कर तकरार मुझसे देखे हैं लाखों तुझसे
अपनी तू शेख़ी न जता
र: जा जा री जा दीवानी …
आ: बड़े ही ज़हरीले ये नैना हैं मेरे
मैं नागन बन के डस लूँगी छेड़ न मुझे
र: बनेगी जो तू नागन तो मैं भी मेरी जाँ
सपेरा बन के कर लूँगा बस में तुझे
आ: ओ दिल के चोर सैंया यूँ न मरोड़ बैंया
दिल ले के ऐसे न सता
र: जा जा री जा दीवानी …
ā: jā jā re jā dīvāne jā -2
maine to chāhā tujhko apnā banāyā tujhko
ispe akaṛtā hai kyā
ra: jā jā rī jā dīvānī jā -2
maine ehsān kiyā dil jo qurbān kiyā
baṛh-baṛh ke bāteṅ na banā
ā: burā hai merā ġhussā javānī kī qasam
maiṅ śholā ban ke tujhko jalā dūṇgī balam
ra: hai bhejā merā ṭhaṅḍā nahīṅ hai mujhe ġham
maiṅ pānī ban ke tujhko bujhā dūṇgā sanam
ā: itnā ġhurūr na kar mujhko majbūr na kar
varnā chakhā dūṇgī mazā
ra: jā jā rī jā dīvānī …
ā: maiṅ ban ke machhriyā chhupūṇgī jal meṅ
na āūṇgī bedardī maiṅ tere bas meṅ
ra: lagā ke maiṅ ḍorī meṅ kāṇṭā dil kā
phṇsā hī lūṇgā tujhko bas ik pal meṅ
ā: nā kar takrār mujhse dekhe haiṅ lākhoṅ tujhse
apnī tū śhekhī na jatā
ra: jā jā rī jā dīvānī …
ā: baṛe hī zahrīle ye nainā haiṅ mere
maiṅ nāgan ban ke ḍas lūṇgī chheṛ na mujhe
ra: banegī jo tū nāgan to maiṅ bhī merī jāṇ
saperā ban ke kar lūṇgā bas meṅ tujhe
ā: o dil ke chor saiṅyā yūṇ na maroṛ baiṅyā
dil le ke aise na satā
ra: jā jā rī jā dīvānī …