Jaa jaa jaa re tujhe ham jaan gaye

जा जा जा रे तुझे हम जान गये
Work
Year
Language

कली कब तक छुपेगी एक भँवरे की निगाह से
चमक जाती है बिजली खुद ही इन गहरी घटाओं में
बरस पड़ती है शबनम आप ही ठण्डी फ़िज़ाओं से
अरे जा जा!
जा जा जा रे तुझे हम जान गये
कितने पानी में हो पहचान गये
तुम कितने पानी में हो पहचान गये
जा जा जा रे तुझे हम जान गये

आऽ किनारे आ के लहरों का इशारा देखने वाले
तुझे अपनी खबर भी है नज़ारा देखने वाले
तमशा खुद न बन जाना तमशा देखने वाले
जा जा
जा जा जा रे तुझे हम जान गये

आऽ बदल कर भेस परवाने का शमा झिलमिलाती है
नशीली शाम के पर्दे में सुबह मुस्कुराती है
वो शोला हो कि चिंगरी मचल कर नाच जाती है
तो धड़कते दिल से मेरे मदभरी आवाज़ आती है
जा जा अरे जा जा
जा जा जा रे तुझे हम जान गये

आऽ शमा से बच के रहना सारी तन मन को जला देगी
वो शोला हो कि चिंगरी लगी में और लगा देगी
सुबह जब मुस्कुरायेगी तो वो तूफ़ान उठा देगी
खुलेगा शाम क पर्दा वो तुझ को भी मिटा देगी
जा जा
जा जा जा रे तुझे हम जान गये

आऽ ये काली रेशमी ज़ुल्फ़ें शराबी नैन के प्याले
ये दिल का हाल कह देते हैं दोनों ये ही मतवाले
नहीं डरते किसी से जीत कर भी हारने वाले
क़यामत की नज़र रखते हैं लेकिन ताड़ने वाले
जा जा
जा जा जा रे तुझे हम जान गये

आऽ ये ज़ुल्फ़ें तो नहीं डसने वाले नाग हैं काले
ये दो आँखें नहीं ज़हर से भरपूर हैं प्याले
तू आँखें रख के भी बेहोश है अरे ताड़ने वाले
क़यामत सामने है जान के पड़ जायेंगे लाले
जा जा
जा जा जा रे तुझे हम जान गये

kalī kab tak chhupegī ek bhṇvre kī nigāh se
chamak jātī hai bijlī khud hī in gahrī ghaṭāoṅ meṅ
baras paṛtī hai śhabnam āp hī ṭhaṇḍī fizāoṅ se
are jā jā!
jā jā jā re tujhe ham jān gaye
kitne pānī meṅ ho pahchān gaye
tum kitne pānī meṅ ho pahchān gaye
jā jā jā re tujhe ham jān gaye

ā' kināre ā ke lahroṅ kā iśhārā dekhne vāle
tujhe apnī khabar bhī hai nazārā dekhne vāle
tamśhā khud na ban jānā tamśhā dekhne vāle
jā jā
jā jā jā re tujhe ham jān gaye

ā' badal kar bhes parvāne kā śhamā jhilmilātī hai
naśhīlī śhām ke parde meṅ subah muskurātī hai
vo śholā ho ki chiṅgrī machal kar nāch jātī hai
to dhaṛakte dil se mere madabhrī āvāz ātī hai
jā jā are jā jā
jā jā jā re tujhe ham jān gaye

ā' śhamā se bach ke rahnā sārī tan man ko jalā degī
vo śholā ho ki chiṅgrī lagī meṅ aur lagā degī
subah jab muskurāyegī to vo tūfān uṭhā degī
khulegā śhām ka pardā vo tujh ko bhī miṭā degī
jā jā
jā jā jā re tujhe ham jān gaye

ā' ye kālī reśhmī zulfeṅ śharābī nain ke pyāle
ye dil kā hāl kah dete haiṅ donoṅ ye hī matvāle
nahīṅ ḍarte kisī se jīt kar bhī hārne vāle
qayāmat kī nazar rakhte haiṅ lekin tāṛne vāle
jā jā
jā jā jā re tujhe ham jān gaye

ā' ye zulfeṅ to nahīṅ ḍasne vāle nāg haiṅ kāle
ye do āṇkheṅ nahīṅ zahar se bharpūr haiṅ pyāle
tū āṇkheṅ rakh ke bhī behośh hai are tāṛne vāle
qayāmat sāmne hai jān ke paṛ jāyeṅge lāle
jā jā
jā jā jā re tujhe ham jān gaye