Itnaa bhee beqson ko na aasmaan sataae

इतना भी बेक़सों को न आसमाँ सताए
Work
Year
Language

इतना भी बेक़सों को न आसमाँ सताए
कि दिल का दर्द लब पे फ़रियाद बन के आए
इतना भी बेक़सों …

जो कुछ था पास अपने वह हम लुटा चुके हैं
अपने ही हाथों अपनी हस्ती मिटा चुके हैं
उजड़े हुए चमन में अब क्‌या बहार आए
इतना भी बेक़सों …

क्‌या शान है शमा की परवानों को जलाना
पारवानों को जला कर शमा भी जलती जाए
इतना भी बेक़सों …

itnā bhī beqsoṅ ko na āsmāṇ satāe
ki dil kā dard lab pe fariyād ban ke āe
itnā bhī beqsoṅ …

jo kuchh thā pās apne vah ham luṭā chuke haiṅ
apne hī hāthoṅ apnī hastī miṭā chuke haiṅ
ujaṛe hue chaman meṅ ab k‌yā bahār āe
itnā bhī beqsoṅ …

k‌yā śhān hai śhamā kī parvānoṅ ko jalānā
pārvānoṅ ko jalā kar śhamā bhī jaltī jāe
itnā bhī beqsoṅ …