Ishq vishq men pyaar vyaar men number one panjaabee

इश्क़ विश्क़ में प्यार व्यार में नुम्बेर ओने पंजाबी
Year
Language

इश्क़ विश्क़ में प्यार व्यार में number one पंजाबी
दिल लेने में दिल देने में number one पंजाबी
बैसाखी में भंगड़ा पाके मस्त रहें पंजाबी
हीर सोहणी की धुन गाके मस्त रहें पंजाबी
हो लड़की जो देखें गुलाबी कर दें धमाल पंजाबी
आँखें जो देखें शराबी कर दें धमाल पंजाबी
लड़की जो देखें …

तेरी एक झलक जो देखे लुट जाए पटियाला
मेरे भोले भाले दिल पे तूने डाका डाला
सरी दुनिया देखे मेरा रूप ये सोना सोना
मैं तो जिसपे चाहूं उसपे कर दूं जादू टोना
अरे ऐसी वैसी बातों से तो हो ओय
ऐसी वैसी बातों से तो डरते नहीं पंजाबी
झूठा मूटा वादा किसी से करते नहीं पंजाबी
चाहत की राहों में आगे बढ़ते हैं पंजाबी
आँखों से आँखों की भाषा पढ़ते हैं पंजाबी
चेहरा जो देखें किताबी कर दें धमाल पंजाबी
आँखें जो देखें …
पंजाबी पंजाबी ओय number one पंजाबी

अस्सी गज का घाघरा मेरी रेशम वाली चोली
मुझे अगर पाना है तो घर आजा लेके डोली
सारी रात न सोने दे तेरी चूड़ी दा लश्कारा
ले जाऊं मैं तुझे उठाके कर दे ज़रा इशारा
ओय ज़िद पे अपनी आ जाएं तो ओ मानें ना पंजाबी
ज़िद पे अपनी आ जाएं तो मानें ना पंजाबी
महबूबा के दिल की बातों को जानें पंजाबी
मैने सुना है के होते हैं दिलवाले पंजाबी
मस्ती में डूबे रहते हैं मतवाले पंजाबी
छेड़े जो कोई ज़रा भी करे दें धमाल पंजाबी
लड़की जो देखें …

iśhq viśhq meṅ pyār vyār meṅ number one paṅjābī
dil lene meṅ dil dene meṅ number one paṅjābī
baisākhī meṅ bhaṅgaṛā pāke mast raheṅ paṅjābī
hīr sohṇī kī dhun gāke mast raheṅ paṅjābī
ho laṛkī jo dekheṅ gulābī kar deṅ dhamāl paṅjābī
āṇkheṅ jo dekheṅ śharābī kar deṅ dhamāl paṅjābī
laṛkī jo dekheṅ …

terī ek jhalak jo dekhe luṭ jāe paṭiyālā
mere bhole bhāle dil pe tūne ḍākā ḍālā
sarī duniyā dekhe merā rūp ye sonā sonā
maiṅ to jispe chāhūṅ uspe kar dūṅ jādū ṭonā
are aisī vaisī bātoṅ se to ho oy
aisī vaisī bātoṅ se to ḍarte nahīṅ paṅjābī
jhūṭhā mūṭā vādā kisī se karte nahīṅ paṅjābī
chāhat kī rāhoṅ meṅ āge baṛhte haiṅ paṅjābī
āṇkhoṅ se āṇkhoṅ kī bhāṣhā paṛhte haiṅ paṅjābī
chehrā jo dekheṅ kitābī kar deṅ dhamāl paṅjābī
āṇkheṅ jo dekheṅ …
paṅjābī paṅjābī oy number one paṅjābī

assī gaj kā ghāghrā merī reśham vālī cholī
mujhe agar pānā hai to ghar ājā leke ḍolī
sārī rāt na sone de terī chūṛī dā laśhkārā
le jāūṅ maiṅ tujhe uṭhāke kar de zarā iśhārā
oy zid pe apnī ā jāeṅ to o māneṅ nā paṅjābī
zid pe apnī ā jāeṅ to māneṅ nā paṅjābī
mahbūbā ke dil kī bātoṅ ko jāneṅ paṅjābī
maine sunā hai ke hote haiṅ dilvāle paṅjābī
mastī meṅ ḍūbe rahte haiṅ matvāle paṅjābī
chheṛe jo koī zarā bhī kare deṅ dhamāl paṅjābī
laṛkī jo dekheṅ …