इश्क़ ना करना कभी तुम इश्क़ ना करना
बल्लेशाह कदे इश्क़ ना करिए इश्क़ दे खेल निराले
इश्क़ ले मिट्टी विच मिलाए ताजां तख्तां वाले
इश्क़ ना करना कभी तुम इश्क़ ना करना
इश्क़ की बाजी कोई ना जीता सब आशिक़ गए हार
कभी तुम इश्क़ ना …
इश्क़ में लाखों दर्द बिछोड़े इश्क़ ने लाखों के दिल तोड़े
सोहणी ने भी जान गंवाई सरसी घर वापस ना आई
इश्क़ की बात करे जब कोई मत करना ऐतबार हो हो
इश्क़ ना करना …
दो राहें हैं पर जब आ जाएं आशिक़ को कुछ समझ ना आए
छोड़ के रांझा तख्त हज़ारा नौकर बनके करे गुजारा
इश्क़ के दीवानों ने धोखा खाया हर बार
इश्क़ ना करना …
balleśhāh kade iśhq nā karie iśhq de khel nirāle
iśhq le miṭṭī vich milāe tājāṅ takhtāṅ vāle
iśhq nā karnā kabhī tum iśhq nā karnā
iśhq kī bājī koī nā jītā sab āśhiq gae hār
kabhī tum iśhq nā …
iśhq meṅ lākhoṅ dard bichhoṛe iśhq ne lākhoṅ ke dil toṛe
sohṇī ne bhī jān gaṅvāī sarsī ghar vāpas nā āī
iśhq kī bāt kare jab koī mat karnā aitbār ho ho
iśhq nā karnā …
do rāheṅ haiṅ par jab ā jāeṅ āśhiq ko kuchh samajh nā āe
chhoṛ ke rāṅjhā takht hazārā naukar banke kare gujārā
iśhq ke dīvānoṅ ne dhokhā khāyā har bār
iśhq nā karnā …