Ishq men mere rabbaa jaane main k‌yaa kar jaataa

इश्क़ में मेरे रब्बा जाने मैं क्‌या कर जाता
Work
Year
Language

इश्क़ में मेरे रब्बा जाने मैं क्‌या कर जाता
तुझसे प्यार न करता तो शायद मैं मर जाता

इश्क़ में मेरे रब्बा जाने मैं क्‌या कर जाती
तुझसे प्यार न करती तो शायद मैं मर जाती

तेरे लिए पागल दीवाने मैं जितनी दीवानी थी
तुझको अपना मान लिया था दुनिया से बेगानी थी
मैं तो कोरा कागज़ तू मेरी प्रेम कहानी थी
साँसों में तेरी प्यास छुपी थी तू मेरी ज़िंदगानी थी
तेरे बिना जीना नहीं
इश्क़ में मेरे रब्बा …

कैसे बताऊं बिन तेरे मेरी कैसे रात गुज़रती थी
ख्वाबों में खोई रहती थी खुद से बातें करती थी
तेरे बिना मेरे होंठों पे और किसी का नाम न था
इक बेचैनी सी रहती थी और कहीं आराम न था
तू है जहाँ मैं हूँ वहीं
इश्क़ में मेरे रब्बा …

iśhq meṅ mere rabbā jāne maiṅ k‌yā kar jātā
tujhse pyār na kartā to śhāyad maiṅ mar jātā

iśhq meṅ mere rabbā jāne maiṅ k‌yā kar jātī
tujhse pyār na kartī to śhāyad maiṅ mar jātī

tere lie pāgal dīvāne maiṅ jitnī dīvānī thī
tujhko apnā mān liyā thā duniyā se begānī thī
maiṅ to korā kāgaz tū merī prem kahānī thī
sāṇsoṅ meṅ terī pyās chhupī thī tū merī ziṅdgānī thī
tere binā jīnā nahīṅ
iśhq meṅ mere rabbā …

kaise batāūṅ bin tere merī kaise rāt guzartī thī
khvāboṅ meṅ khoī rahtī thī khud se bāteṅ kartī thī
tere binā mere hoṅṭhoṅ pe aur kisī kā nām na thā
ik bechainī sī rahtī thī aur kahīṅ ārām na thā
tū hai jahāṇ maiṅ hūṇ vahīṅ
iśhq meṅ mere rabbā …