Ishq junoon hai ishq nashaa hai

इश्क़ जुनूं है इश्क़ नशा है
Year
Language

आ आ आ ओ इश्क़ जुनूं है इश्क़ नशा है
इश्क़ दीवाना कर दे सबको
दुनिया क्‌या है हो आलम क्‌या है
इश्क़ में आशिक़ पाए रब को पाए रब को
इश्क़ जुनूं है …

इश्क़ सनम इश्क़ ख़ुदा इश्क़ बिना है क्‌या
ना होंगे कभी मिलके जुदा
हुआ रे हमें इश्क़ हुआ
इश्क़ सनम …

बेकरार कर दिया है बेकरार हो गए
दोनों एक दूसरे की चाहतों में खो गए
ना तुझे ख्याल यारा ना मुझे ख्याल है
तेरा मेरा आशिक़ी में एक जैसा हाल है
इश्क़ सज़ा इश्क़ मज़ा इश्क़ बिना है क्‌या
ना होंगे कभी …

तेरी इस झुकी नज़र को प्यार का सलाम है
मेरे इन लबों पे दिलबर सिर्फ़ तेरा नाम है
तू इशारा जो करे तो मैं ज़माना छोड़ दूँ
ना करूँ किसी की परवाह रस्में सारी तोड़ दूँ
इश्क़ हसीं इश्क़ जवां इश्क़ बिना है क्‌या
ना होंगे कभी …

इश्क़ तो है साँसों की खुश्बू
इश्क़ दिलों की धड़कन है
बिन जोड़े जो जुड़ जाता है
इश्क़ तो ऐसा बंधन है
इश्क़ जुनूं है …

ā ā ā o iśhq junūṅ hai iśhq naśhā hai
iśhq dīvānā kar de sabko
duniyā k‌yā hai ho ālam k‌yā hai
iśhq meṅ āśhiq pāe rab ko pāe rab ko
iśhq junūṅ hai …

iśhq sanam iśhq khudā iśhq binā hai k‌yā
nā hoṅge kabhī milke judā
huā re hameṅ iśhq huā
iśhq sanam …

bekrār kar diyā hai bekrār ho gae
donoṅ ek dūsre kī chāhtoṅ meṅ kho gae
nā tujhe khyāl yārā nā mujhe khyāl hai
terā merā āśhiqī meṅ ek jaisā hāl hai
iśhq sazā iśhq mazā iśhq binā hai k‌yā
nā hoṅge kabhī …

terī is jhukī nazar ko pyār kā salām hai
mere in laboṅ pe dilbar sirf terā nām hai
tū iśhārā jo kare to maiṅ zamānā chhoṛ dūṇ
nā karūṇ kisī kī parvāh rasmeṅ sārī toṛ dūṇ
iśhq hasīṅ iśhq javāṅ iśhq binā hai k‌yā
nā hoṅge kabhī …

iśhq to hai sāṇsoṅ kī khuśhbū
iśhq diloṅ kī dhaṛkan hai
bin joṛe jo juṛ jātā hai
iśhq to aisā baṅdhan hai
iśhq junūṅ hai …