Ishaq daa rog lagaa oye hoye ... jeevan ko jog lagaa ... too iskee jaan bachaa

इशक़ दा रोग लगा ओये होये ... जीवन को जोग लगा ... तू इसकी जान बचा
Year
Language

इशक़ दा रोग लगा ओये होये
जीवन को जोग लगा ओये होये
तू इसकी जान बचा लेगा
इशक़ दा रोग लगा …

कभी हो दर्द यहां कभी हो दर्द वहां ओये होये
जबां दी पीर बेदर्दी कैसी दर्द हो यहां वहां
कभी ऐसा भी हो जाएगा कोई इतना मुझे तड़पाएगा
नहीं था मुझको पता करूं क्‌या मुझको बता ओये होये
मैं बन गई प्रेम दीवानी
करूं क्‌या मुझे …

मुझे कुछ न किसी के कहना था सच कहती हूँ चुप रहना था
ये कंगना बोल गया भेद सब खोल गया
छुपाया लाख मगर कंगन भेद वह खोल गया
सखी पूछ ज़रा बात हुई कब कैसे कहूं क्‌या बात हुई
मैं अंगना बीच खड़ी उनसे आँख लड़ी
शर्म से हो गई पानी मैं अंगना बीच खड़ी ओये होये
इशक़ दा रोग लगा …

iśhaq dā rog lagā oye hoye
jīvan ko jog lagā oye hoye
tū iskī jān bachā legā
iśhaq dā rog lagā …

kabhī ho dard yahāṅ kabhī ho dard vahāṅ oye hoye
jabāṅ dī pīr bedardī kaisī dard ho yahāṅ vahāṅ
kabhī aisā bhī ho jāegā koī itnā mujhe taṛpāegā
nahīṅ thā mujhko patā karūṅ k‌yā mujhko batā oye hoye
maiṅ ban gaī prem dīvānī
karūṅ k‌yā mujhe …

mujhe kuchh na kisī ke kahnā thā sach kahtī hūṇ chup rahnā thā
ye kaṅgnā bol gayā bhed sab khol gayā
chhupāyā lākh magar kaṅgan bhed vah khol gayā
sakhī pūchh zarā bāt huī kab kaise kahūṅ k‌yā bāt huī
maiṅ aṅgnā bīch khaṛī unse āṇkh laṛī
śharm se ho gaī pānī maiṅ aṅgnā bīch khaṛī oye hoye
iśhaq dā rog lagā …