इशारों इशारों में दिल लेने वाले
इशारों इशारों में दिल लेने वाले
बता ये हुनर तूने सीखा कहाँ से
निगाहों निगाहों में जादू चलाना
मेरी जान सीखा है तुमने जहाँ से
मेरे दिल को तुम भा गए
मेरी क्या थी इस में खता
मेरे दिल को तड़पा दिया
यही थी वो ज़ालिम अदा, यही थी वो ज़ालिम अदा
ये राँझा की बातें, ये मजनू के किस्से
अलग तो नहीं हैं मेरी दास्तां से
मुहब्बत जो करते हैं वो
मुहब्बत जताते नहीं
धड़कने अपने दिल की कभी
किसी को सुनाते नहीं, किसी को सुनाते नहीं
मज़ा क्या रहा जब की खुद कर लिया हो
मुहब्बत का इज़हार अपनी ज़ुबां से
माना की जान-ए-जहाँ
लाखों में तुम एक हो
हमारी निगाहों की भी
कुछ तो मगर दाद दो, कुछ तो मगर दाद दो
बहारों को भी नाज़ जिस फूल पर था
वही फूल हमने चुना गुलसितां से
iśhāroṅ iśhāroṅ meṅ dil lene vāle
batā ye hunar tūne sīkhā kahāṇ se
nigāhoṅ nigāhoṅ meṅ jādū chalānā
merī jān sīkhā hai tumne jahāṇ se
mere dil ko tum bhā gae
merī kyā thī is meṅ khatā
mere dil ko taṛpā diyā
yahī thī vo zālim adā, yahī thī vo zālim adā
ye rāṇjhā kī bāteṅ, ye majnū ke kisse
alag to nahīṅ haiṅ merī dāstāṅ se
muhabbat jo karte haiṅ vo
muhabbat jatāte nahīṅ
dhaṛakne apne dil kī kabhī
kisī ko sunāte nahīṅ, kisī ko sunāte nahīṅ
mazā kyā rahā jab kī khud kar liyā ho
muhabbat kā izhār apnī zubāṅ se
mānā kī jān-e-jahāṇ
lākhoṅ meṅ tum ek ho
hamārī nigāhoṅ kī bhī
kuchh to magar dād do, kuchh to magar dād do
bahāroṅ ko bhī nāz jis phūl par thā
vahī phūl hamne chunā gulsitāṅ se