इन्तज़ार ... मेरी सुबहों को तेरी शामों का
इन्तज़ार -4
इन्तज़ार -4
मेरी सुबहों को तेरी शामों का
मेरी शामों को तेरे वादों का
मेरी रातों को तेरे ख़ाबों का
मेरी नींदों को तेरी बाहों का
मेरे जज़्बों को तेरी चाहों का
बहकी-बहकी सी कुछ ख़ताओं का
ख़ूबसूरत से कुछ ग़ुनाहों का
इन्तज़ार -4
अपने दिलबर का अपने हमदम का अपने जानम का इन्तज़ार
सुर्ख़ फूलों से महका रसता है
दिल तो मेरा मगर ज़र्द पत्ता है
पास आँखों के सब्ज़ मंजर है
दिल का मौसम तो फिर भी बंजर है
महकी-महकी सी कुछ हवाओं का
भीगी-भीगी सी कुछ घटाओं का
इन्तज़ार -4
अपने बादल का अपनी बारिश का अपने सावन का इन्तज़ार
अपनी धड़कन का अपनी साँसों का अपने जीने का इन्तज़ार
कोई बदली कभी इस तरह आयेगी
प्यास सदियों की पल में बुझ जायेगी
तुझको लौटा के मेरी आग़ोश में
देखना वक़्त की नब्ज़ थम जाएगी
ऐसा होने के कुछ दुआओं का
उम्र भर जो मिलें उन पनाहों का
इन्तज़ार -4
तेरे आने का तुझको पाने का फिर ना जाने का इन्तज़ार -2
इन्तज़ार -4
intazār -4
intazār -4
merī subhoṅ ko terī śhāmoṅ kā
merī śhāmoṅ ko tere vādoṅ kā
merī rātoṅ ko tere khāboṅ kā
merī nīṅdoṅ ko terī bāhoṅ kā
mere jazboṅ ko terī chāhoṅ kā
bahkī-bahkī sī kuchh khatāoṅ kā
khūbsūrat se kuchh ġhunāhoṅ kā
intazār -4
apne dilbar kā apne hamdam kā apne jānam kā intazār
surkh phūloṅ se mahkā rastā hai
dil to merā magar zard pattā hai
pās āṇkhoṅ ke sabz maṅjar hai
dil kā mausam to phir bhī baṅjar hai
mahkī-mahkī sī kuchh havāoṅ kā
bhīgī-bhīgī sī kuchh ghaṭāoṅ kā
intazār -4
apne bādal kā apnī bāriśh kā apne sāvan kā intazār
apnī dhaṛkan kā apnī sāṇsoṅ kā apne jīne kā intazār
koī badlī kabhī is tarah āyegī
pyās sadiyoṅ kī pal meṅ bujh jāyegī
tujhko lauṭā ke merī āġhośh meṅ
dekhnā vaqt kī nabz tham jāegī
aisā hone ke kuchh duāoṅ kā
umr bhar jo mileṅ un panāhoṅ kā
intazār -4
tere āne kā tujhko pāne kā phir nā jāne kā intazār -2
intazār -4