India se aayaa life banaane

इन्दिअ से आया लिफ़े बनाने
Year
Language

India से आया life बनाने
America में माल कमाने
ऐ मेरे यारों ऐ मेरे प्यारों
आया यहाँ कुछ करके दिखाने
पूछो ना क्‌या क्‌या किया
कभी धोई थी car
कभी था मैं बेकार
waiter का काम किया
सबको किया सलाम
कभी धोई थी …

दौलतें हैं यहाँ
शोहरतें हैं यहाँ
Madonna Clinton Michael को देखा
Briteny को देखा Whiteny को देखा
सबका नज़ारा लिया
कल्लू से hey what's up
spanish से ke paasa
देसी से गपशप सबकी मैं बोलूँ भाषा

क्‌या से क्‌या हो गया
भीड़ में खो गया
भूला नहीं अपने वतन को
बाद-ए-सबा को महके चमन को
पैसा कमाया बड़ा
casino में गया
हसीनों में गया
subway में भी गया
highway में भी गया
India से आया …

India se āyā life banāne
America meṅ māl kamāne
ai mere yāroṅ ai mere pyāroṅ
āyā yahāṇ kuchh karke dikhāne
pūchho nā k‌yā k‌yā kiyā
kabhī dhoī thī car
kabhī thā maiṅ bekār
waiter kā kām kiyā
sabko kiyā salām
kabhī dhoī thī …

daulteṅ haiṅ yahāṇ
śhoharteṅ haiṅ yahāṇ
Madonna Clinton Michael ko dekhā
Briteny ko dekhā Whiteny ko dekhā
sabkā nazārā liyā
kallū se hey what's up
spanish se ke paasa
desī se gapaśhap sabkī maiṅ bolūṇ bhāṣhā

k‌yā se k‌yā ho gayā
bhīṛ meṅ kho gayā
bhūlā nahīṅ apne vatan ko
bād-e-sabā ko mahke chaman ko
paisā kamāyā baṛā
casino meṅ gayā
hasīnoṅ meṅ gayā
subway meṅ bhī gayā
highway meṅ bhī gayā
India se āyā …