Title (Indic)ज़रा ठहरो मैं हाल-ए-दिल सुना लूँ फिर चले जाना WorkInaam Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music S.N. Tripathi Performer Suraiya Writer Raja Mehdi Ali Khan LyricsHindiज़रा ठहरो मैं हाल-ए-दिल सुना लूँ फिर चले जाना तमन्नाओं को अश्क़ों में बहा लूँ फिर चले जाना ज़रा ठहरो अरे ओ जानेवाले एक ही पल के लिये रुक जा -2 मैं शम्मा-ए-ज़िंदगी अपनी बुझा लूँ फिर चले जाना ज़रा ठहरो मैं हाल-ए-दिल सुना लूँ फिर चले जाना ज़रा ठहरो क़यामत की घड़ी है आज तो जी भर के रोने दो -2 मैं तुमको हार अश्क़ों के पिन्हा लूँ फिर चले जाना ज़रा ठहरो मैं हाल-ए-दिल सुना लूँ फिर चले जाना ज़रा ठहरो तेरे जाते ही साज-ए-ज़िंदगानी टूट जायेगा -2 मैं अपना आख़री नगमा सुना लूँ फिर चले जाना ज़रा ठहरो मैं हाल-ए-दिल सुना लूँ फिर चले जाना तमन्नाओं को अश्क़ों में बहा लूँ फिर चले जाना ज़रा ठहरो Englishzarā ṭhahro maiṅ hāl-e-dil sunā lūṇ phir chale jānā tamannāoṅ ko aśhqoṅ meṅ bahā lūṇ phir chale jānā zarā ṭhahro are o jānevāle ek hī pal ke liye ruk jā -2 maiṅ śhammā-e-ziṅdgī apnī bujhā lūṇ phir chale jānā zarā ṭhahro maiṅ hāl-e-dil sunā lūṇ phir chale jānā zarā ṭhahro qayāmat kī ghaṛī hai āj to jī bhar ke rone do -2 maiṅ tumko hār aśhqoṅ ke pinhā lūṇ phir chale jānā zarā ṭhahro maiṅ hāl-e-dil sunā lūṇ phir chale jānā zarā ṭhahro tere jāte hī sāj-e-ziṅdgānī ṭūṭ jāyegā -2 maiṅ apnā ākhrī nagmā sunā lūṇ phir chale jānā zarā ṭhahro maiṅ hāl-e-dil sunā lūṇ phir chale jānā tamannāoṅ ko aśhqoṅ meṅ bahā lūṇ phir chale jānā zarā ṭhahro