इला लू इला लू तेरी मैं और मेरा तू
इला लू इला लू तेरी मैं और मेरा तू
कोरे कागज़ पे लिखवा ले नीचे हस्ताक्षर करवा ले
इला लू इला लू …
जान-ए-जानां बरसों से मैं तेरा दीवाना हूँ
देख मेरी आँखों में प्यार का परवाना हूँ
मेरी जां तुमसे मिलने की बेकरारी रहती है
जान-ए-जां इस दिल में खुमारी रहती है
जान-ए-जां मुझ पर कर डाला क्या जादू
इला लू इला लू …
आजकल जो रातों में ख्वाब तेरे आते हैं
मनचले अरमानों को हाय दर्द सा दे जाते हैं
दीवानी ऐसी हालत में नींद किसे आती है
चाहत में न मिलने की बेबसी तड़पाती है
मेरी साँसों में रहती तेरी खुश्बू
इला लू इला लू …
ilā lū ilā lū terī maiṅ aur merā tū
kore kāgaz pe likhvā le nīche hastākṣhar karvā le
ilā lū ilā lū …
jān-e-jānāṅ barsoṅ se maiṅ terā dīvānā hūṇ
dekh merī āṇkhoṅ meṅ pyār kā parvānā hūṇ
merī jāṅ tumse milne kī bekrārī rahtī hai
jān-e-jāṅ is dil meṅ khumārī rahtī hai
jān-e-jāṅ mujh par kar ḍālā kyā jādū
ilā lū ilā lū …
ājkal jo rātoṅ meṅ khvāb tere āte haiṅ
manachle armānoṅ ko hāy dard sā de jāte haiṅ
dīvānī aisī hālat meṅ nīṅd kise ātī hai
chāhat meṅ na milne kī bebsī taṛpātī hai
merī sāṇsoṅ meṅ rahtī terī khuśhbū
ilā lū ilā lū …