इक तुम पास न आना दूर-दूर ही रहना
आ: इक तुम पास न आना दूर-दूर ही रहना
मोहे डर लागे जागे नैना सारी रैना
मु: इक तुम दूर न जाना पास ही रहना
तोरे संग लागे मेरे नैना नाहीं चैना
आ: पिया मत छेड़ो प्रेम की बतियाँ
लाज से झुक जाएँगी मेरी अँखियाँ
मु: दिन हैं सुहाने दिल हैं दीवाने छोड़ो बहाने
तोरी अँखियों में तो हाँ है होंठों पे है ना
आ: इक तुम पास न …
मु: कुछ तो कहो काहे खोई-खोई हो
जागी हो कि सोई हुई हो
आ: दिल की ये धड़कन कहती है साजन मैं तोरे कारण
ऐसे तड़पूँ रे जैसे पिंजरे में मैना
मु: इक तुम दूर न …
आ: खो गए तुम कहीं और ही जैसे
देख रहे हो काहे तुम मुझे ऐसे
मु: ये मतवाली चाल तिहारी कितनी है प्यारी
सीखा नदियों की मौजों ने तुमसे ही बहना
आ: इक तुम पास न …
मु: इक तुम दूर न …
आ: मोहे डर लागे …
मु: तोरे संग लागे …
ā: ik tum pās na ānā dūr-dūr hī rahnā
mohe ḍar lāge jāge nainā sārī rainā
mu: ik tum dūr na jānā pās hī rahnā
tore saṅg lāge mere nainā nāhīṅ chainā
ā: piyā mat chheṛo prem kī batiyāṇ
lāj se jhuk jāeṇgī merī aṇkhiyāṇ
mu: din haiṅ suhāne dil haiṅ dīvāne chhoṛo bahāne
torī aṇkhiyoṅ meṅ to hāṇ hai hoṅṭhoṅ pe hai nā
ā: ik tum pās na …
mu: kuchh to kaho kāhe khoī-khoī ho
jāgī ho ki soī huī ho
ā: dil kī ye dhaṛkan kahtī hai sājan maiṅ tore kāraṇ
aise taṛpūṇ re jaise piṅjre meṅ mainā
mu: ik tum dūr na …
ā: kho gae tum kahīṅ aur hī jaise
dekh rahe ho kāhe tum mujhe aise
mu: ye matvālī chāl tihārī kitnī hai pyārī
sīkhā nadiyoṅ kī maujoṅ ne tumse hī bahnā
ā: ik tum pās na …
mu: ik tum dūr na …
ā: mohe ḍar lāge …
mu: tore saṅg lāge …