इक रास्ता है ज़िन्दगी जो थम गए तो कुछ नहीं
कि: इक रास्ता है ज़िन्दगी जो थम गए तो कुछ नहीं
ये क़दम किसी मुक़ाम पे जो थम गए तो कुछ नहीं
इक रास्ता है ज़िन्दगी …
ल: ओ जाते राही ओ बाँके राही
मेरी बाँहों को इन राहों को
तू छोड़ के ना जा तू वापस आ जा
कि: वो हुस्न के जलवे हों या इश्क़ की आवाज़ें
आज़ाद परिन्दों की रुकती नहीं परवाज़ें
जाते हुए क़दमों से आते हुए क़दमों से
भरी रहेगी रहगुज़र जो हम गए तो कुछ नहीं
इक रास्ता है ज़िन्दगी …
ल: ऐसा गज़ब नहीं ढाना पिया मत जाना बिदेसवा रे
को: ऐसा गज़ब नहीं …
ल: ओ हमका भी संग लिए जाना पिया जब जाना बिदेसवा रे -2
कि: हो जाते हुए राही के साये से सिमटना क्या
इक पल के मुसाफ़िर के दामन से लिपटना क्या
जाते हुए क़दमों से आते हुए क़दमों से
भरी रहेगी रहगुज़र जो हम गए तो कुछ नहीं
इक रास्ता है ज़िन्दगी …
ki: ik rāstā hai zindgī jo tham gae to kuchh nahīṅ
ye qadam kisī muqām pe jo tham gae to kuchh nahīṅ
ik rāstā hai zindgī …
la: o jāte rāhī o bāṇke rāhī
merī bāṇhoṅ ko in rāhoṅ ko
tū chhoṛ ke nā jā tū vāpas ā jā
ki: vo husn ke jalve hoṅ yā iśhq kī āvāzeṅ
āzād parindoṅ kī ruktī nahīṅ parvāzeṅ
jāte hue qadmoṅ se āte hue qadmoṅ se
bharī rahegī rahguzar jo ham gae to kuchh nahīṅ
ik rāstā hai zindgī …
la: aisā gazab nahīṅ ḍhānā piyā mat jānā bidesvā re
ko: aisā gazab nahīṅ …
la: o hamkā bhī saṅg lie jānā piyā jab jānā bidesvā re -2
ki: ho jāte hue rāhī ke sāye se simaṭnā kyā
ik pal ke musāfir ke dāman se lipaṭnā kyā
jāte hue qadmoṅ se āte hue qadmoṅ se
bharī rahegī rahguzar jo ham gae to kuchh nahīṅ
ik rāstā hai zindgī …