इक परी मेरे सपनों में आई ... दिल चुरा के चल दी
इक परी मेरे सपनों में आई
उसने दुनिया ही मेरी बदल दी
मेरे सपनों में वो मुस्कुराई
और मेरा दिल चुरा के वो चल दी
चल दी चल दी
दिल चुरा के चल दी
चल दी चल दी
खोया मैने चैन और पाई मैने ये परेशानी
कहें मेरे नैन हमें चाहिये वो सपनों की रानी
ढूंढ उसे जल्दी
जल्दी जल्दी
अरे दिल चुरा के …
आओ उसे ढूंढेंगे चलो ना
छान मारें हम कोना कोना
उसे कैसे ढूंढें समझाओ तो
देखने में कैसी है बताओ तो
हे ज़ुल्फ़ों में छांव है चेहरे पे धूप है
सोने का रूप है ऐसी है वो
हे ढूंढ उसे जल्दी
जल्दी जल्दी
अरे दिल चुरा के …
सोचूं मैं तो दिल घबराए
होगा क्या जो वो न मिल पाए
मिलेगी वो सपनों की रानी
यार करो कोई तो निशानी
लचकीली चाल है फूलों की डाल है
वो बेमिसाल है ऐसी है वो
हे ढूंढ उसे जल्दी
जल्दी जल्दी
अरे दिल चुरा के …
ik parī mere sapnoṅ meṅ āī
usne duniyā hī merī badal dī
mere sapnoṅ meṅ vo muskurāī
aur merā dil churā ke vo chal dī
chal dī chal dī
dil churā ke chal dī
chal dī chal dī
khoyā maine chain aur pāī maine ye pareśhānī
kaheṅ mere nain hameṅ chāhiye vo sapnoṅ kī rānī
ḍhūṅḍh use jaldī
jaldī jaldī
are dil churā ke …
āo use ḍhūṅḍheṅge chalo nā
chhān māreṅ ham konā konā
use kaise ḍhūṅḍheṅ samjhāo to
dekhne meṅ kaisī hai batāo to
he zulfoṅ meṅ chhāṅv hai chehre pe dhūp hai
sone kā rūp hai aisī hai vo
he ḍhūṅḍh use jaldī
jaldī jaldī
are dil churā ke …
sochūṅ maiṅ to dil ghabrāe
hogā kyā jo vo na mil pāe
milegī vo sapnoṅ kī rānī
yār karo koī to niśhānī
lachkīlī chāl hai phūloṅ kī ḍāl hai
vo bemisāl hai aisī hai vo
he ḍhūṅḍh use jaldī
jaldī jaldī
are dil churā ke …