इक नज़र ज़रा इधर ... हूं मैं मिस्स मदे इन ईन्दिअ
इक नज़र ज़रा इधर तू देख लाखों में बस मैं हूँ एक
आजा ज़रा मुझे छूके तो देख तेरा दिल ना रहेगा नेक
गोरे चेहरे की बिंदिया ले लेगी तेरी निंदिया
मैं हूं सोने की चिड़िया हूं मैं miss made in India
इक नज़र ज़रा इधर …
सब imported के पीछे मैं बाहर से good मैं अंदर से bad
आखिर में जब होते हैं sad मुझे देख के सब होते हैं glad
मैं sweet हूँ जैसे chocolate cake मेरी आँखें जैसे golden game
मेरा गोरा तन इक कोरा cheque मुझे छूकर दिल को लगी है brake
पीले मुझको जाम हूँ मैं इक नशीली शाम हूँ मैं
बिजली हूँ मैं शोला हूँ मैं इक आग का गोला हूँ मैं
रोकेंगे तेरी राहें थामेंगे तेरी बाहें हर दिन भरते हैं आहें
हर दिल अब तुझको चाहे
इक नज़र ज़रा इधर …
मैं असली हूँ नहीँ duplicate मैं beautiful और up to date
रोशनी चाँद से होती है सितारों से नहीं
मोहब्बत एक से होती है हज़ारों से नहीं
मैने चाहा है तुम्हें सिर्फ़ तुम्हें चाहूंगी
होके तुमसे जुदा अब मैं ना जी पाऊंगी
तुमने अगर छोड़ी नहीं बेरुखी अपनी
तो छोड़ के शहर
ज़िद ना करो
एक दूजे की मोहब्बत को आजमाने में
उम्र बीते ना कहीं रूठने मनाने में
हर घड़ी तुमको मेरी याद बहुत आएगी
चैन लेने नहीं देगी तुम्हें तड़पाएगी
तुमने अगर जान-ए-जिगर दिल मेरा तोड़ा छोड़ के
ज़िद ना करो
ik nazar zarā idhar tū dekh lākhoṅ meṅ bas maiṅ hūṇ ek
ājā zarā mujhe chhūke to dekh terā dil nā rahegā nek
gore chehre kī biṅdiyā le legī terī niṅdiyā
maiṅ hūṅ sone kī chiṛiyā hūṅ maiṅ miss made in India
ik nazar zarā idhar …
sab imported ke pīchhe maiṅ bāhar se good maiṅ aṅdar se bad
ākhir meṅ jab hote haiṅ sad mujhe dekh ke sab hote haiṅ glad
maiṅ sweet hūṇ jaise chocolate cake merī āṇkheṅ jaise golden game
merā gorā tan ik korā cheque mujhe chhūkar dil ko lagī hai brake
pīle mujhko jām hūṇ maiṅ ik naśhīlī śhām hūṇ maiṅ
bijlī hūṇ maiṅ śholā hūṇ maiṅ ik āg kā golā hūṇ maiṅ
rokeṅge terī rāheṅ thāmeṅge terī bāheṅ har din bharte haiṅ āheṅ
har dil ab tujhko chāhe
ik nazar zarā idhar …
maiṅ aslī hūṇ nahīṇ duplicate maiṅ beautiful aur up to date
rośhnī chāṇd se hotī hai sitāroṅ se nahīṅ
mohabbat ek se hotī hai hazāroṅ se nahīṅ
maine chāhā hai tumheṅ sirf tumheṅ chāhūṅgī
hoke tumse judā ab maiṅ nā jī pāūṅgī
tumne agar chhoṛī nahīṅ berukhī apnī
to chhoṛ ke śhahar
zid nā karo
ek dūje kī mohabbat ko ājmāne meṅ
umr bīte nā kahīṅ rūṭhne manāne meṅ
har ghaṛī tumko merī yād bahut āegī
chain lene nahīṅ degī tumheṅ taṛpāegī
tumne agar jān-e-jigar dil merā toṛā chhoṛ ke
zid nā karo