इक मुसाफ़िर को दुनिया में क्या चाहिए
इक मुसाफ़िर को दुनिया में क्या चाहिए
सिर्फ़ थोड़ी सी दिल में जगह चाहिए
बैठ जाऊँ
ओ मोटे लाला तूने किया है कैसा छल
Ticket तेरा single मगर तू double -2
खिसक ज़रा प्यारे सरक ज़रा प्यारे -2
ऐसी body में दिल भी बड़ा चाहिए
इक मुसाफ़िर को …
ओ लम्बी दाढ़ी वाले तू गुस्सा मत कर
हमें भी जगह दे-दे ज़रा ख़ुदा से डर
खिसक ज़रा प्यारे सरक ज़रा प्यारे -2
तेरा photo न तेरा पता चाहिए
इक मुसाफ़िर को …
हम पर भी कर दो ज़रा इनायत की नज़र
ख़ुशी से कट जाए हमारा भी सफ़र
खिसक ज़रा प्यारे सरक ज़रा प्यारे -2
यूँ किसी का न दिल तोड़ना चाहिए
इक मुसाफ़िर को …
ik musāfir ko duniyā meṅ kyā chāhie
sirf thoṛī sī dil meṅ jagah chāhie
baiṭh jāūṇ
o moṭe lālā tūne kiyā hai kaisā chhal
Ticket terā single magar tū double -2
khisak zarā pyāre sarak zarā pyāre -2
aisī body meṅ dil bhī baṛā chāhie
ik musāfir ko …
o lambī dāṛhī vāle tū gussā mat kar
hameṅ bhī jagah de-de zarā khudā se ḍar
khisak zarā pyāre sarak zarā pyāre -2
terā photo na terā patā chāhie
ik musāfir ko …
ham par bhī kar do zarā ināyat kī nazar
khuśhī se kaṭ jāe hamārā bhī safar
khisak zarā pyāre sarak zarā pyāre -2
yūṇ kisī kā na dil toṛnā chāhie
ik musāfir ko …